HTML CSS Java Explained Notes
HTML CSS Java Explained Notes
- HTML ek markup language hai jo web page banane ke liye use hoti hai.
Example:
<html>
<head><title>My Page</title></head>
<body>
<h1>Welcome</h1>
<p>Hello World!</p>
</body>
</html>
- Aap color, font, spacing, layout sab control kar sakte ho.
Example:
p{
color: blue;
font-size: 18px;
- Java ek popular programming language hai jo secure, fast aur object-oriented hai.
- Java se logic likha jata hai, jaise apps aur software banane ke liye.
Example:
System.out.println("Hello World");
- Java ke concepts: Variables, Data Types, Loops, Conditions, Classes & Objects, Inheritance.
- Ye platform-independent hai, yaani ek baar likhne ke baad kahin bhi chala sakte ho.