Script Abhivyakti
Script Abhivyakti
Character introduction:
A well reputed family in tier 3 city; Altmash: 13-year-old kid; Amma: Altmash’s Mom; Aapa 19 yrs
(altmash’s sister); Cousins(armaan-to be groom of aapa, aarzoo), abbu (father of altmash); a mazaar
and its caretakers; A man named Khalid, chacha(uncle of altmash)
Scene 1
Man1 is sitting beside the mazaar. Two men come rushing carrying a unconscious woman. They lay it
down.
M2: Ye baahar pdi thi. Jism bilkul thanda pda h. mein khana dene gya pr ye uthi hi ni.
Man1 checks her pulse on neck, get nervous and checks on wrist. Nods a NO with disappointment.
Scene 2
Khalid sees toward altmash and hesistates. then says ‘bitiya ni rhi.’
Altmash: kya hua aapa ko, ammi? Aapne to kahaaa tha Ajmer se ek hafte me thik ho hokr wapas aa
jayengi… hua kya tha unko? Basement me kyu thi wo!
Ammi has a constant blank look on her face, after a pause she speaks.
Ammi: aapki aapa ko jinn ne vash me thi.. jinn k paas se kisi ko wapas laana muskil h
Altmash: lekin jinn to ache hote h n, wo khuda ka farmaan maante h, roz namaz adaa krte h.
Ammi: saare jinn ache ni hote aur kabhi kabhi insaano ki bhi galti hoti h.
Altmash: lekin hamri aapa to achhi thi n.. unki kya glti thi..
Ammi: ghar me sbko hmesa etra (fragrance oil) lgaate mna kiya jaata h, aurto ko apne zism aur julfo
ko libaas me dhak kr rakhne kahaa jaata h. Meine tmhari aapa ko v kitni baar toka, hidayate di,
smjhaya pr wo meri kabhi ni suni. Mujhe usse ghar me rakhna chahiye tha, college bhejna hi ni
chahiye tha. N en kufro k sangat me rahti aur n ye sb shuru hota.
Scene3
Ammi: hmne tmhari nikaah ki baat tmhare fufajaan k bete se krne ki baat final kr di h.
Ammi: dekho wo aage tmhari pdhayi krwane ko raazi hein. tmhare fufa-bua hmare aur tmhare abbu
k bahut kareebi aur khaas h. armaan kitna achha ldka h? kya kah kr ab mna krein hm unko? Tmdono
v to bachpan se kitne ache dost rhe ho, aage pichhe bhaagte rhte the ek dusre k hmesa. Hmne v
tmhari Khushi soch kr ye Rishta kiya h.
Aapa: aree bachpan me saath khele to shaadi hi krwa dogi kya? Aur aapke rishte mukammal h to aap
rakhein. Mere kandho pe uska bojh kyu daal rhi hein?
Ammi: Dekh akhiri baar puchh rhi hu. Koi aur ladka psnd h tujhe?
Ammi: abhi to bitiya ki saadi me vyasht hu. Tm ek kaam kro. Pta kro eska kisi aur ldke se milna julna
h kya?
Scene 4
Ammi: ladki..??
Ammi asks khalid to leave and keep it a secret.” Ye baatein hmare beech hi rhni chahiye”
Scene 5
Aapa returns from her college to home. Amma confronts her in her room.
Ammi: kya chal rha tmhare aur uss ldki k beech? Kyu ni krni tmko saadi?
Aapa: haa Ammi mujhe ldkia psnd h, mujhe ldke ni psnd.. mein lesbian hu.. meine aapko ni btaya
kyuki mujhe lga aap kbhi isse accept ni krengi
Ammi: chup.. tujhe maaloom h n ki hmari kaum me ye gunaah h. Ab chup chaap bina bole saadi
krogi tm
Aapa bag uthati h wahaa se niklne k liye aur tabhi ammi phone jhapat kr utha leti h.. aapa ko
thappad lga kr use usike kamre me band kr deti h.
Scene 6
Chacha: ye baat baahar gyi to puri qaum me hmari badnaami hogi. Qaum se bedakhal krdenge wo sb
hme. Mein to kahta hu nikaah pdhwa hi dijiye. Uparwaale ki karam se aage sb thik ho jayega.
Ammi: armaan, tmhe hi uska ilaaz krna hoga.. jao mardangi ka ahsaas dilao use
scene 6
Armaan enters the room of aapa . she is scared. Armaan forces himself on her. With hatred on her
abusing her .
Armaan: ab chup chaap hmse saadi ko taiyyar ho jao. Yahi ek maatr rasta h tmhare paas. Wrna qaum
aur khandaan se bedakhal kr di jaogi.
Aapa: mujhe aaplogo ki koi jrurat ni h. mujhe jaane do bss.. mein ye saadi kbhi ni krungi
Lights goes off on to represent days passing and Aapa getting abused and thrashed badly by her
family.
Scene 7:
Abbu: wo pagal ho chuki. Dimaagi santulan bigad chuka h.. Ab kisi ko kuchh v bol ni payegi
Chacha: haa lekin ek hafte ho chuka h.. log uske baare me aur uski saadi k baare me puchh rhe hein.
Kuchh krna pdega
Ammi: bol dete hein jinn k vash me ja chuki h. ab uski saadi namaumkin h. aur kisi dargah k baahar
chhor aate h. baaki khuda ki jo marzi ho
Ammi: salaam walekum, khalid ek niji aur jruri kaam h, ghar pe aa kr milo...
The end