Cyprus Rules
Cyprus Rules
2. Accommodation ke Rules:
1. Room change arrival ke 2 weeks me free hai, baad me €100 lagta hai.
2. Accommodation reserve karne ke liye advance deposit dena zaroori
hai.
3. Accommodation aur meal plan lene walon ko apni fees puri deni hogi
registration ke liye.
4. Campus ke bahar rehna chahte hain to apne arrangements khud karne
honge.
5. Cancellation par full fees charge hogi agar Fall semester ke liye 1st July
aur Spring semester ke liye 1st January se pehle cancel nahi kiya.
6. Early arrival par alternative accommodation ka khud intezam karna
hoga, aur daily charges dene padenge.
7. Electricity aur heating ka bill alag se dena hoga.
8. Gym membership alag kharidni padegi.
9. Studies suspend karne ke liye fee lagegi, jo har bar badhti hai.
10. Installment plan ke fees deadline ke mutabiq deni hogi.
11. Semester cancel karne par bhi accommodation ka 2 semesters
ka full fee dena padega.
3. Fees:
1. Late registration fee €25 per day hai, jo €150 tak ja sakti hai.
2. Installment plan ke mutabiq fees dena zaroori hai.
3. €500 se zyada overdue hone par exams nahi de sakte.
4. Refunds:
5. Scholarships:
1. Scholarship sirf official study duration tak hai. Zyada duration hone par
scholarship khatam ho jayegi.
6. Deferment:
7. Resident Permit:
1. Resident permit ki fee €150 hai, aur student ko aane ke baad lena
zaroori hai.
2. University student ki madad karegi, lekin student ki zimmedari hogi ke
permit arrange kare.