Chhapri
Chhapri
Fade in.
Int. Room. Anand Mishra. Day
We see Anand Mishra, early 50s, stylish, flamboyant, advocate, writer, sitting across in a chair,
holding cigar in his mouth and a cup of coffee in his hand.
Anand – Main is tarah ka aadmi Nahin hoon, jo ye sab kare. Mere paas in sab ke baare mein sochne
ke liye bhee time Nahin hai.
Anand takes a drag.
Cut to:
Int/Ext. unknown place. Man. Day
We see a man crawling. We hear cries in pain and heavy panting. – off focus – POV shots
Cut to:
Int. Room. Anand Mishra. Day
Anand – Lekin ye baat toh hai ki, I don’t feel any regret. Achcha hua ghalati se hua, deliberately karne
mein, mera conscious allow Nahin karta. Agar mujhe goli chalaani hai toh main sher pe chalaana
prefer karoonga, kutton pe goli waste Nahin karna chahta main.
Anand Sips coffee.
Cut to:
Int/Ext. Man. Water. Day
We see the man, washing off his wounds with some water and we see blood flowing. – Off focus –
POV shots
Cut to:
Int. Room. Anand Mishra.Ravi. Day
We see Ravi’s, mid 30s watch dials. We see Ravi looking at his watch.
Anand – Tum ye soch rahe honge ki, main ek established advocate ho kar tum small time advocate se
ye sab kyun share kar raha hoon?
Anand sees that Ravi is looking at his watch.
Anand – tum kaheen aur busy ho toh, bata do. I don’t like to play violin in a hall of deafs!
Ravi – Actually Mera beta abhee ghar Nahin aaya! Teenage you see. But I am all ears. Main sab sun
raha thaa..
Anand – Right.. Bike ka number kya bataya maine?
Ravi – Kaunsi bike? Bike ke baare mein abhee kuch bola Nahin aapne!
Anand smiles.
Anand – Meri kitab padhi tumne?
Ravi – Oh I am so sorry! Congratulations! Aapko aaj award bhee mila na? and that too booker!
CHHAPRI |2
Anand – frankly, mujhe kuch khaas farak Nahin padta in awards se! kisiko achcha laga toh award
Nahin toh Nahin. And jo log judge kar rahe hain, unki itni aukaad hogi bhee ki Nahin, ki kisi ka kaam
samajh sakey!
Ravi is surprised!
Ravi – Toh aapko Nahin lena thaa award!
Anand – But then, that award would go to someone less deserving, setting a bad example ki, aap ka
creativity aur art ka standard agar kachra bhee ho, toh bhee koi na koi award de hee deta hai.
Ravi – aapki isse farak padta hai.
Anand – Ofcourse! You see, the problem with the world is, the talented ones are full of doubts and
the chapri ones are full of confidence.
Ravi – ye toh aapki kitab ka naam hai na? Chapri! Lekin chapri kyun?
Anand – Kitaab padho, samajh mein aajayega!
Both smirk.
Cut to:
Int/Ext. Man. Water. Day
We see the man, finding a hammer and trying to lift it.
Cut to:
Int. Room. Anand Mishra.Ravi. Day
Anand – I hate these teenage chapris, ajeeb color ke baal, phate kapde, chaddi dikhaate low waist
jeans, the nastiest and irritable of all, reckless driving and wheeling on the roads. Mann karta hai ki,
apni gaadi chadhaa doon saalon par.
Anand sees ravi looking at the door.
Anand – Kuch hua hota toh ab tak police ka call aagaya hota, kidnap hua hota toh, kidnappers ka call.
Must be on his way.
Ravi – phone bhee switch off..
Anand smirks.
Anand – in that case, I should leave now.
Ravi – I am so sorry! I was just. Aap please batayiye, what made you visit a junior advocate like me.
Anand smiles.
Anand – kyun ki apne advocates, doctors aur maa se kuch Nahin Chupaana chahiye.
Ravi seems interested. Anand sips coffee.
Anand – I drive safely by the way in the limits. Aur aaj award function ke baad, jab apne ghar ke liye
nikla toh, I thought of taking an alternate route. Din bhar ke cases, aur award ke shor ke baad, I
wanted some “Me Time”. So I took the road less travelled.
Cut to:
CHHAPRI |3
Ext/Int. Car. Anand. Day
We see Anand driving his car and enjoying the country side.
V.o - Rasta thoda sakhra thaa, but no traffic. Main gaana sunte, chalaate jaa raha thaa. Again, I wasn’t
drunk and I was in full consciousness. Enjoying the fresh air, bina irritate hue gaadi drive kiye kaafi
time hogaya thaa. Bas ghalati hogayi ki, gaana change karne ke chakkar mein…
After a while, we see, Anand trying to change the song and takes eyes off the road, and hits a guy! The
car stops. Anand gets down from the car. Checks his car and sees if someone saw.
Cut to:
Int. Room. Anand Mishra.Ravi. Day
Ravi – Shit! Kaun thaa? I mean. Aapne dekha? What did you do?
Anand takes a sip drags the cigar.
Cut to:
Ext/Int. Car. Anand. Man. Day
V.o – Maine dekha ki kisine dekha Nahin.
Anand checks his clothes for some identity, he finds a wallet, doesn’t bother opening and throws it
away. Anand then drags the body, puts it in a sack, dumps it in his boot and drives away.
Cut to:
Int. Room. Anand Mishra.Ravi. Day
There is some tension and silence in the room.
Ravi – aapko toh phir police ke paas jaana chahiye!
Anand – Relax. Na kisine dekha, na kisine kuch suna. Koi gaadi udhar se guzari Nahin. No evidence,
then nothing happened! But honestly I am glad I could get rid off one of those chapris! Dekh ke hee
lag raha thaa.. saale ko…
Ravi – toh ab?
Anand – Ek ek Drink lete hain and then you drop me home. Tumhare.. bete ke aane ke baad.
Door opens and Ravi seems stunned. Anand looks at Ravi’s strange expression. Anand’s son enters.
Son – Sorry woh! Chess match, kaafi der chala. I lost. Mobile ka charge khatam ho gaya thaa.. And
since it’s a weekend, cab waale sab cancel kar rahe they! Auto I tried and kaafi der baad, koi aaya!
Ravi – Freshen up! Khaana khaalo. Main sir ko drop karke aata hoon.
Son leaves. Ravi seems relaxed, Anand smiles.
Ravi – Kya wo zinda thaa?
Anand – I don’t think so. He wasn’t moving. Toh usko car ki dikki mein aise hee..
Ravi’s expression changes again.
Ravi – aapne car theek se lock toh kee thee na?
CHHAPRI |4
Anand gives a strange expression. We see the man, with the hammer running towards Anand…
Blackout!
End credits!