JATRA
JATRA
[two birds , male and female aka “nat” and “nati”,comes from side of stage while each other , as
they been travelling. Now they stood in front of the audience, and starts the conversation]
Act 1
Nat: nati aaj bhhi late, dheko kitne log hamara intezar kar rahe hai,
Nati: ha, ha , aati hu, tum to najane kis daud me rehate ho,
Nat: are vo sab chodo, tumhe pata hai aaj hum konse pardesh me hai,
Nati: ha, ha mujhe acche se pata hai, ki hum dev-bhomi mai hai.
Nat: ha, usi bhumi mai hai, jaha char dham, ganga-jamuna aur Himalaya ki sundar vadiya hai
Nati: aur yaha ke log aur unke pehnawe, apne aap me hi sundarta ki parakhastha/pehchan hai
Nat: are dheko yaha kitne sundar phool. Phool se yaad aaya, tumhe pata hai iss pardesh me pholo ka
khas tyovhar manaya jata hai, kya kehte hai,
Nat: haa, phool dai. Tumhe pata hai iske peeche ki kahani,
Nat: to suno, ‘
[the curtain goes closed, but the narration continues behind the curtains]
[the nat and nati,, [big mask] is on the side of stage, like hanging off the corners of the stage corners]
Nat: uchhe Pahadiyo ke beech me, ek raja rani ka jodha rahta, uss rajya me sab khus the par raja ka
koi beta na tha,
Nati: beti thi, kya betiya kam hoti hai kisi se.
Nat: par, sab ka kehna tha ki raja ko kar leni chahiye shadi, dusri,
Nat: haa. Aur samay kaab beet gaya pata hi nahi chala
Nat: wo to hai, aur hamari raj kumari ko bhi phool pasand hai,
[here the Rajkumari is going around, the garden plucking flower while sniffing some on her way]
Rajkumari smells a flower and she faints , springs deprives , whole season is now gone
Naati: Le khaabar waha pahuchi, woh dasi, sunkar raaj ke mukh par aagyi udaasi .
Udaasi ke badal chae itne ghangor , najane raaja ki khushi legya konsa chor
[Rajukumari ko uthne ki kai alag vaidh koshish karte hai par bhi asamarth ho jaate hai ]
Raaj : nhi raha kya koi gyaani, nhi raha kya koi vaidh., iss raaj me koi meri cheli ko uthane ke liye
Raaj: baaja do dhol daamau, kardo ghosdna , ki karye jo ilaaj , ho pura safal
Nat: arey khud dekho agar sab mein yahi batta dunga toh romach kaisa rahega
Navjawan : hey rajan mein kaar dunga saari duvidha aaapki dur par?
Raaaj: par ?
Raaj: parbandh
Navjawan: vahi bagicha , vahi pehar , vahi murjhae phool , jis karan murchit hua tha rakumaari ka
shool
Navyuk ne apni murali ke chamatkar se khil uthe phool , khil uthi vasant bahar , rajkumari ke uthne
se raaj ke chehra me chammak
Darbari and all just pointed their hands towards the nyuvak, who was playing his flute in low
melodies.
Aur dono yuvak aur raajkumari khush Khushi Khushi rahne legye
Nat: Ussi samay se wahan ki parjaa ne phool dei ka tayhaar maanana shuru kar diya
Aur khate hai uss din, chatra Sankranti ke din, goshna kar di ki pure mahine sabbi apni dheli phoolo
se sajanyange, isse khushali aati hai. Khente hai tabhi se uttrakahnad me phool dehi manaya jane
laga .
Nati: haan toh tum yaha ke sangeet , shashtra , sanskriti ke baare me nhi pata
Nati: bahot samay phele , baagudi gaon me jeetu naam ek kisaan rahta tha
Nati: har baar ki tarah jitu ka chota bhai pandit ke pass jata hai ,panchang padh kr pandit bhai ko
sajak kr dete hain , ke abhi rupai ka samay anukul athva shubh nhi hai .
Nati: haan pandit ji ne usse bataya ki agar woh bhen ke pass Bitola leke jaaye aur uske duwara rupayi
karai jaye toh tabhi kuch ho sakta hai
Bhai: unhone ki is baar ki fasal pe didi ka haath lagana chahiye tabhi fasal safal ho paayegi
Jeetu: [jeetu mann hi mann socha raha tha ki usse gaaon me bhen ke alawa uski premika bharna bhi
rahti hai jisse who saaloon se nhi mila hai ]{ kaafi der ghere sochne ke baad jeetu bolta hai }