Surah An Nasr
Surah An Nasr
Surah # 110
Ayaah# 1-3
Al-Madina
2: Aur (aey Nabi) tum dekhlo ke log fauj َورَ أَﯾْتَ ٱﻟﻧﱠﺎسَ ﯾَدْ ُﺧﻠُونَ ﻓِﻰ دِﯾ ِن
dar fauj Allah ke deen mein dakhil ho
rahey hain. ٢ اﺟﺎ
ًۭ ٱ ﱠ ِ أَﻓ َْو
3:To apne Rubb ki hamd ke saath uski
tasbeeh karo aur ussey magfirat ki duaa َﻓَﺳَ ﺑﱢﺢْ ﺑِﺣَ ﻣْ ِد رَ ﱢﺑ َك َوٱﺳْ ﺗَﻐْ ﻔِرْ هُ ۚ إِ ﱠﻧﮫُۥ ﻛَﺎن
maango. Beshak woh bada tauba qabool
karne wala hai. ٣ ﺗ ﱠَوا ًۢﺑﺎ
THEME & JODI
★ THEME:
● Fatah ki peshan goiyan aur Aajizi ka hukm
● Opening of Makkah and Prophet’s death coming nearer.
★ JODI:
● Surah Al Kafirun
Aishah (May Allah be pleased with her) said:
After the revelation of (the Surah) "When the Help of Allah comes (to you, O
Muhammad ( )ﷺagainst your enemies) and the Conquest (of Makkah)"
(110:1), Messenger of Allah ( )ﷺused to recite in every prayer:(ﺳﺑﺣﺎﻧك رﺑﻧﺎ
اﻟﻠﮭم اﻏﻔر ﻟﻲ،" )وﺑﺣﻣدكSubhanaka Rabbana wa bihamdika, Allahum-maghfir li (Far
removed You are from every imperfection, our Rubb, and all praise is for You,
forgive me, O Allah)".
[Al-Bukhari and Muslim].
SURAH AN-NASR KA KHULASA
● IZA- Meaning:Jab/When
○ Ye Future Keliye Istea'maal Hota Hai!
● JAA’A- Meaning:Aajaye/Comes
○ Badi cheez ke liye istemal
● NASR ALLAHI- ALLAH Ki Madad/(The) Help Of ALLAH (Swt)/The Succour
○ Nasr- Yani Badi Madad/The Devine Help!
○ Badi Madad
○ Zulm ke Khilaaf kisi ki madad ki jaye Usey "Nasr" Kehte Hain!
● AL FATAH- Meaning:Fatah/The Victory
○ Al-Fath- Yani Bohat Badi Kamyabi
○ Bohat Hi Zyada Khuli Fatah Jiske Andar Koun Haaray & Koun Jeetay Ye Clearly Wazeh Hojaye
٢ اﺟﺎ
ًۭ َورَ أَﯾْتَ ٱﻟﻧﱠﺎسَ ﯾَدْ ُﺧﻠُونَ ﻓِﻰ دِﯾ ِن ٱ ﱠ ِ أَﻓ َْو