Aek Par Hi Nhi Rukna!: Euk Club

Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 14

EUK CLUB

AEK PAR HI NHI


RUKNA!
E kahani hai badte
hue hawas ki e
kahani hai dil me
chupe hue Tamanna
ki e kahani hai
dhoke ki e kahani
hai pyaas
mithaneki..jyaada
waqt na gavate hue
sidhe kahani ki
shuruvat kare…e
kahani ek sachi
ghatana par adharit
hai…matra jagah ki
naam badli gayi
hai..aur shayad is
kahani me kahi b
jagah ka naam nh
aayenge par baaki
sab Patra k naam
asal hi rahenge…
Teen mahine
pehleDur kisi shahar
me ek court me ek
admi par
mukaddama chal
raha tha aur wakil
sahab uska ek ek
gunah ka hisab judge
sab k samne bayan
kar rahe the par
katkatere me khada
mujreem kisi darr k
bina bas judge sahab
k samne har gunah
kabul kar rahatha aur
mann hi mann has
raha tha….aur
akhirkar wo samay
aa hi gaya jiska sab
besabri se intezar kar
rahe the…
faislasunaneka..Judg
e sahab ne saara
mukaddama thik se
suna aur aur faisla
sunane lage" tamam
gavavo aur halat ko
nazar rakhte hue
eadalat mujrim
Jameel ko mujrim
karar dete hue 1
baras k liye tadipaar
ka hukum deti hai…
aur 20000 ka
jurmana aur
agar jurmana na
bhar paaye to fir se 1
saal ki jail ki saja
sunati hai aur police
ko mujrim par nazar
rakhne ki hukum
deti hai jab tak wo
tadipaar na ho
jaaye…mujreem
Jamil ko e adalat 2
din ka waqt deti hai
is shahar chodne
ko….adalat
bharkast….Aur
mujrim Jameel court
se bahar aaya aur
apne Jeb se mobile
nikal kar apne vakil
ko phone karta
hai..Call par Jameel-
kya vakeel tumne
muje ek baras k liye
tadipaar
karadiya..Vakerl- are
Jameel bhai jindagi
bhar chakki phisne
se to acha hi hai
na…aur wo dusra
case b khul gaya
hai..aur hum
aapkegair hajari me
wo case ko Rafa
dafa kardenge…
samje na aapJameel-
pakka ek baras k
ander ho jayega
na…Vakeel- pakka
ho jayega bhai par
aap is beech kahi aisi
jagah pe ruko ki jaha
aapko koi pehchan
na le..Jameel- thik
hai to fir mai kal hi
nikal jaata hu aap
boss se baat kar
LenaVakeel- aap
boss ki chinta mat
karo mai samja
dunga par bhabhi???
Jameel- tum unki
chinta mat karo mai
unhe unke gaav
bhejdunga aur
kahunga ki muje kisi
urgent kaam se US
jaana hai…vakeel-
thik hai fir koi
pareshani nh……Aur
is tarah Jameel sab
set karke apne
shahar ko chod kar
dusre state aagaya
aur 15- 20 din ko ek
ek shahar badalne
laga…aur akhirkar
wo us shahar me
aagaya jaha uske
liye uski jindagi ki
sabse jyaada khushi
milne wali thi…
Jameel- us shahar
aake kuch hi din hue
the use waha ka
atmosphere rehna
khana pina sab acha
lagane laga tha aur
upar se

You might also like