Gasht Ke Aadab

Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 1

GHUST KAY ADAAB

1) mere bhaioon, yeh Allah ka bada ahsaan aur fazal hua kay Allah nay hamein
maghrib ki namazba jamat padhnay ki toufeeq ata farmayi aur thodi dair deen ki
nisbat par jama farmaya2) hadees ka mafhoom hai kay –

thordi dair deen ki nisbat par ghour o fikr karna 60 ya 70 saalnafil ibadat say
afzal hai

3) yahan baithkay hamay is baat ki fikr karna hai kay kaisay meri zindagi mein aur
meray gharwalon ki zindagi mein aur saaray alam mein kaise deen aam ho jaye.3)
Allah nay hum sub ki kamayabi apnay mubarak deen mein rakhi hai aur jis kisi ki
zindagi meindeen hoga A
llah usay duniya o’akhirat dono mein kamiyab farmayengay aur jis kisi ki
zindagimein deen na hoga usay
duniya o’ akhirat mein na-kamiyab farmayengay aur deen meraybhaioon zindagi mein
mout say pehlay lana hai aur ek baar mout agayi to phir ekbaar subhanallah kehnay
ka mouqha na diya jayega4) aur deen 2 cheezo ka naam hai – Allah ka hukum aur Nabi
(SAWS) ka tariqha5) jab kabhie bhi duniya mein deen ka bigaad aata to Allah apnay
nabiyon ko is deen kay khatirduniya mein bheja
, kum o’besh 1,25,000 nabi is duniya mein aaye aur har nabi nay ek Allahki taraf
logon ko bulaya aur jo log unki baat manliye woh kamiyab ho gaye jo log unki baatna
maani woh nakaam hue. aur jab tak nabiyon nay deen ki mehnat ki to logon ki
zindagimein deen aata aur jab nabi chalay jatay to phir bay-deeni aam ho jati.6)
aur aapkay aur mere aaqha Hazrat Mohammed Mustafa (SAWS) aakhri nabi hai aur unkay
baadkoi nabi ya rasool aanay walay nahi hai (aaj say 1400 saal pehley Huzoor (SAWS)
ki nabuwat kayzariye Allah nay is deen ko mukammal farmaya) aur yeh deen kay kaam
ki zimmaydari(kaar e nubuwwat ka kaam) har emaan walay ka kaam hai kay
………
khud bhi naik amal karay aur naik amal ki dawat day (amar bin maroof) aurkhud bhi
buraye say rukay aur dusron ko bhi rokain (nahi anil munkar)7) adaab: ab jo aanay
wala amal hai woh ghust wala amal hai is mein 4 aamal ho
……ek saathi yahan baith kar dawat ki baat chalayeek saathi dua o’
zikr mein rahein, Allah say talluq joday aur ijtemaye hidayat ki dua kareinek
saathi istaghbaal mein raheinaur ek amal ghust ka ho jis mein 3 sathiuon ka hona
ahem haii) pehla ameer: jis ka kaam yeh hain ki jamaat ko dua kara kar ek baazo say
rastay ka haq adakartay hue layjaye, gali mein 3rd kaleema aur bazar mein 4th
kaleemay ka vird karay aur kise kayghar par jaye to ek baazo ho kar khaday aur
apnay nazron ki khaas hifazat karein
ii) dusara rahbar : – jis ka kaam yah hai ki aapnay muslamaan emaan walay bhai ko
acchay andaazmein mutakallim sahab say milaye.
iii) teesra mutakallim :- jin ka kaam yeh hai kay muqtasar si emaan aur emaan walay
ki qadar o
qeemat bata kar apnay bhai ko naghad lenay ki koshish karien. agar koi uzar pesh
karein toussay dawat de kar choord-dein ke khood bhi aye aur apne bhaioon ko bhi
saath laye.is rastay kay- fazial:is rasstey mein ek baar subhanallah kehein gay to
7 lakh bar subhanallahkehnay ka sawab milayga.aur is raastey mein ek baar kadam
rakhegay to 700 kadam ka sawab milaygaaur jo gard, methi Allah kay raastay mein jis
badan ko lagay uspar Allah nay jahanum ki aagharaam farmaye hai.Aur wapisi mein
nadamat kay saath isteghfaar kartay hue aaye kay jaisa kaam karna thawaisa na kar
sakay aur naa-hi us ka haq ada karsakay takey Allah hamay aaendah kay liyequbool
farmaye- to is key liya sub bhai taiyaar hai
naa ………….
(insha-allah

You might also like