Hindi Songlist Book 1st
Hindi Songlist Book 1st
Hindi Songlist Book 1st
Hey zu
hmm hmm hmm hmm
Hey hey hey hey hey hey
Ho ho .. aa ha ha ha ..la la la la la la
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Wo..oo.. aa ha ha ha .. la la la la la la
Wo..oo.. aa ha ha ha .. la la la la la la
TUJHE CHHOONE KO DIL KARE – SONU NIGAM (DEEWANA-1999)
MUSIC
Yeh roop mehka yeh zulf bikhri yeh dil lubhana tera
Madhosh mujhko karne laga hai yun muskurana tera
Yun muskurana tera …..
Teri dhadkan mein aaj to bas jaane ko dil kare
MUSIC
Jaz baat dil ke phir aaj badle … mausam hai rangon bhara
Phoolon ke jaise khilte badan ko … aa choom loon main zara
Aa choom loon main zara …
Tujhe choone ko dil kare … tujhe paane ko dil kare ….(X 2 )
Jo baat mere dil mein chhupi
Jo baat mere dil mein chhupi woh bataane ko dil kare
O priya ... O Priya
KUCH TUM SOCHO – SONU NIGAM( DEEWANA-1999)
Ho......ho.....ho.....ho.....
Ho......ho.....ho.....ho.....
Hm hm hm hm, hm hm mm hm hm
Hey hey hey hey, aa aa ha haa
MUSIC
Dhadakta hai dil tumhaare liye
Aey husn-e-jaan zara sochiye
Haan .. yeh kya dillagi yeh kya hai sitam
Aaye abhi abhi chal diye
Mitenge kaise yeh faasle
Deewane ho ke hum milne lage sanam
Jab se jude hain silsile
MUSIC
Muqaddar mera sanwar jaane do
Dil jo kahe woh kar jaane do
Ho .. meri baahon mein chale aao tum
Had se mujhe guzar jaane do
Ke aao laga loon tumko gale
Deewane ho ke hum milne lage sanam
Jab se jude hain silsile
Aankhon se ruth kar neendein chali gayeen
Na jaane kaise gul khile
Na jaane kaise pyaar hua na jaane kab iqraar hua
Ke apni baat ban gayi ……………. Ho ho ho ho, la la la la
DEEWANA TERA - SONU NIGAM
MUSIC
MUSIC
Mmmmm ..
Pyar tujhe jab se kiya,bhool baetha main sab ko,
Tune magar jaana nahi dhadkano ki talab ko,
Mere ehsaas mein tu hi tu bas gayee,
Kaun tujhko bataye ...
MUSIC
Aankhon Mein Nami, Hansi Labon Par-2
Kya Haal Hai Kya Dikha Rahe Ho-2
Kya gham hai jisko chhupa rahe ho
Tum itna kyon muskura rahe ho
MUSIC
Ban Jayenge Zehar Peete Peete-2
Yeh Ashk Jo Pite Ja Rahe Ho-2
MUSIC
Jin Zakhmon Ko Waqt Bhar Chala Hai-2
Tum Kyon Unhe Chhedhe Ja Rahe Ho-2
Kya gham hai jisko chhupa rahe ho
Tum itna kyon muskura rahe ho
MUSIC
Rekhaon Ka Khel Hai Muqaddar-2
Rekhaon Se Maat Kha Rahe Ho-2
Kya gham hai jisko chUppa rahe ho.
Tum Itna Jo... muskura rahe hoo.
Kya gum hai jisko chipa rahe ho
TUMKO DEKHA TOW YEH KHAYAL - JAGJIT SINGH
HMM ..HMM..HMMMM
HMM ...HMMM ..HMMM
MUSIC
Tumko dekha toh yeh khayal aaya--2
Zindagi dhoop tum Ghana saaya.
Tumko dekha toh yeh khayal aaya.
MUSIC
Aaj phir dilne ik tamanna ki--2
Aaj phir dilko humne samjhaya--2
Zindagi dhoop tum Ghana saaya
Tumko dekha to yeh khayal aaya.
MUSIC
Tum chale jaoge to sochenge--2
Humne kya khoya humne kya paya--2
Zindagi dhoop tum Ghana saaya
Tumko dekha to yeh khayal aaya.
MUSIC
Hum jisse gunguna nahi sakte--2
Waqt ne aisa geet kyun gaya--2
Zindagi doop tum Ghana saaya
Tumko dekha to yeh khayal aaya--2
Hmm hmm hmm...
JHUKI JHUKI SI NAZAR – JAGJIT SINGH
MUSIC
Tu apne dil ki jawaan dhadkano ko gin ke bata
Tu apne dil ki jawaan dhadkano ko gin ke bata
Meri tarah tera dil beqarar hai ke nahi
Daba daba sa sahi
Dil me pyaar hai k nahi
Jhuki jhuki si nazar
MUSIC
Wo pal ke jisme mohabbat jawaan hoti hai
Wo pal ke jisme mohabbat jawaan hoti hai
Us ek pal ka tujhe .. intezaar hai k nahi
Daba daba sa sahi
Dil me pyaar hai ke nahi
Jhuki jhuki si nazar
MUSIC
Teri umeed pe thukra raha hun duniya ko
Teri umeed pe thukra raha hun duniya ko
Tujhe bhi apne pe ye ... aitbaar hai ke nai
Daba daba sa sahi
Dil mee oyaar hai k nahi
Jhuki jhuki si nazar
ZINDAGI KA SAFAR – KISHORE KUMAR
MUSIC
Zindagi Ko Bahut Pyaar Hamne Diya
Maut Se Bhi Mohabbat Nibhaaenge Ham
Rote Rote Zamaane Mein Aaye Magar
Hanste Hanste Zamaane Se Jaaenge Ham
MUSIC
Aise Jeevan Bhi Hain Jo Jiye Hi Nahin
Jinko Jeene Se Pehle Hi Maut Aa Gayi
Phool Aise Bhi Hain ... Jo Khile Hi Nahin
Jinko Khilne Se Pehle Fiza Kha Gai
Chalte Chalte
Mere Yeh Geet Yaad Rakhna
Kabhi Alvida Na Kahna
Kabhi Alvida Na Kahna
Chalte Chalte
Mere Yeh Geet Yaad Rakhna
Kabhi Alvida Na Kahna
Kabhi Alvida Na Kahna
MUSIC
Pyar Karte Karte
Hum Tum Kahin Kho Jayenge
Inhi Baharon Ke
Aanchal Mein thak Ke So Jayenge
Pyar Karte Karte
Hum Tum Kahin Kho Jayenge
Inhi Baharon Ke
Aanchal Mein thak Ke So Jayenge
Sapno ko fir bhi Tum Yunhi sajate rehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Chalte Chalte
Mere Yeh Geet Yaad Rakhna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
MUSIC
Beech Rah Mein Dilbar
Bichhad Jaye Kahin Hum Agar
Aur Sooni Si Lagey Tumhe
Jeevan Ki Yeh Dagar
Beech Rah Mein Dilbar
Bichhad Jaye Kahin Hum Agar
Aur Sooni Si Lagey Tumhe
Jeevan Ki Yeh Dagar
Hum Laut Ayenge Tum Yunhi Bulate Rehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Chalte Chalte
Mere Yeh Geet Yaad Rakhna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
MUSIC
Pyar ka naam maine suna tha magar
Pyar kya hai yeh mujhko nahin thi khabar x (2)
MUSIC
Sochta hoon agar main dua mangta
Hath apne utha kar main kya mangta x (2)
MUSIC
Teri Gali Maein Aata Sanam
Nagma Wafa Ka Gaata Sanam
Tujhse Suna Na Jaata Sanam
Phir Aaj Idhar Aaya Hoon Magar Yeh Kehne Maein Deewana
Khatm Bas Aaj Yeh Dehshat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Mere Mehboob Qayamat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
MUSIC
Meri Tarah Tu Aahen Bhare
Tu Bhi Kisise Pyar Kare
Aur Rahe Voh Tujhse Parey
Toone O Sanam Dhaye Hain Sitam To Yeh Tu Bhool Na Jaana
Ke Na Tujhpe Bhi Inayat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Mere Mehboob...
MUSIC
Mere Sanam Ke Dar Se Agar
Baad-E-Saba Ho Tera Guzar
Kehna Sitamgar Kuchh Hai Khabar
Tera Naam Liya Jab Tak Bhi Jiya Ae Shama Tera Parwana
Jisse ab tak Tujhe Nafrat Hogi
Aaj Rusva Teri Galiyon Mein Mohabbat Hogi
Mere Mehboob...
CHOOKAR MERE MANN KO (KISHORE KUMAR)
Kaatil hai kaun kaha nahi jaaye … chup bhi toh raha nahi jaaye
Bulbul hai kaun kaun sayyaad ... kuchh toh kaho re meri jaan
Kaatil hai kaun kaha nahi jaaye, chup bhi toh raha nahi jaaye
Bulbul hai kaun kaun sayyaad, kuchh toh kaho re meri jaan
Are o u ….. kukadu ku ku
Arrey ram duhaai ee ee ee, kaise chakkar mein pad gayaa haay haay haay...
Kahaan jaan fansaai ee ee ee, main to sooli pe chadh gayaa haay haay
Kaisaa seedhaa saadaa main kaisaa bholaa bhaalaa, haan haan!
Arrey, kaisaa seedhaa saadaa main kaisaa bholaa bhaalaa
Jaane kaun ghadi mein pad gayaa padhe-likhon se paalaa
Meethi chhoori se, meethi chhoori se huaa halaal
Chhoraa gangaa kinaare waalaa ….O chhoraa gangaa kinaare waalaa
O khaike paan banaaras waalaa ….. Khul jaaye band akal kaa taalaa
O khaaike paan...
O chhoraa gangaa kinaare waalaa, haan!
DIL TOW PAGAL HAI - (UDIT NARAYAN)
MUSIC
Is Dil Ki Baaton Mein Jo Aate Hain
Woh Bhi Deewane Ho Jaate Hain
Manzil To Raahi Dhoondh Lete Hain
Ruste magar … Kho Jaate Hain
MUSIC
Rehne Do Chhodo Ye Kahaaniyaan
Deewanepan Ki Sab Nishaaniyaan
Logon Ki Saari Pareshaaniyaan
Is Dil Ki Hai Ye Saari Meherbaaniyaan
MUSIC
Saari Saari Raat Jagaata Hai Yehi
Ankhiyon Se Neend Churaata Hai
Dheere Dheere Pyaar Sikhaata Hai Yehi
Hansata Hai Yehi Yehi Rulaata Hai
Chalte Chalte
Mere Yeh Geet Yaad Rakhna
Kabhi Alvida Na Kahna
Kabhi Alvida Na Kahna
Chalte Chalte
Mere Yeh Geet Yaad Rakhna
Kabhi Alvida Na Kahna
Kabhi Alvida Na Kahna
Rote Hanste Bas Yunhi Tum
Gungunate Rahna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
MUSIC
Pyar Karte Karte
Hum Tum Kahin Kho Jayenge
Inhi Baharon Ke
Aanchal Mein thak Ke So Jayenge
Pyar Karte Karte
Hum Tum Kahin Kho Jayenge
Inhi Baharon Ke
Aanchal Mein thak Ke So Jayenge
Sapno ko fir bhi Tum Yunhi sajate rehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehnaa.
Chalte Chalte
Mere Yeh Geet Yaad Rakhna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
MUSIC
Beech Rah Mein Dilbar
Bichhad Jaye Kahin Hum Agar
Aur Sooni Si Lagey Tumhe
Jeevan Ki Yeh Dagar
Beech Rah Mein Dilbar
Bichhad Jaye Kahin Hum Agar
Aur Sooni Si Lagey Tumhe
Jeevan Ki Yeh Dagar
Hum Laut Ayenge Tum Yunhi Bulate Rehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Chalte Chalte
Mere Yeh Geet Yaad Rakhna
Kabhi Alvida Na Kehna
Kabhi Alvida Na Kehna
Rote Hanste Bas Yunhi Tum
Gungunate Rahna
MUSIC.....
MUSIC....
OOOOOO......
Door rahati hai tu, mere paas aati nahi
hoothon pe tere, kabhi pyaas aati nahi
aisa lage jaise ke tu,
has ke zahar koi piye jaaye
Ye shaam mastaani, madhosh kiye jaaye
mujhe dor koi khinche,
teri aur liye jaaye
MUSIC...
MUSIC......
PYAAR DEEWANA HOTA HAI ( KISHORE KUMAR)
MUSIC
Rahe koi sau pardon mein, dare sharam se
nazar ajee laakh churaye, koi sanam se ….. (X2)
aa hee jaataa hain jis pe, dil aanaa hotaa hain
Har khushi se, har gham se, begaanaa hotaa hain
MUSIC