Kishore Kumar SONG

Download as doc, pdf, or txt
Download as doc, pdf, or txt
You are on page 1of 31

All Kishore kumar songs Lyrics:

SONG: AISE NA MUJHE TUM Film- Bemisaal (view cd cover) Movie: Ghar
DEKHO Song Title- Ek Roz Main Tadapkar Singers: Kishore Kumar & Lata Mangeshkar
FILM: DARLING DARLING Singer- Kishore Kumar Music: R.D.Burman
MUSIC: RAHUL DEV BURMAN Music Director- Rahul Dev Burman Lyrics: Gulzar
LYRICS: ANAND BAKSHI Lyricist- Anand Bakshi Year: 1978
YEAR: 1977 Year of Release- 1982
Actors- Amitabh Bachchan, Rakhee, Kk: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue
Aise Na Mujhe Tum Dekho Vinod Mehra, Om Shivpuri, Aruna Irani, Se Raaz Hai (2)
Seene Se Laga Loonga Deven Verma, Sheetal Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai
Tumko Main Chura Loonga Tumse Length- 6:08 (approximate filesize = Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se
Dil Mein Chhupa Loonga 5,749 kb) Raaz Hai
Date Added- Tuesday, April 08, 2003
Hmm Hmm Lab Hile To Mogare Ke Phool Khilte Hai Kahin
Lyrics: (2)
Tere Dil Se Ae Dilbar Aap Ki Aankhon Mein Kya Saahil Bhi Milte
Dil Mera Kehta Hain Ek Roz Main Tadapkar, Is Dil Ko Thaam Hai Kahin
Pyar Ke Dushman Log Mujhe Loonga Aap Ki Khaamoshiyaan Bhi Aap Ki Aawaaz
Dar Lagta Rehta Hain (X2) Ek Roz Main Tadapkar, Is Dil Ko Thaam Hai
Loonga
Thamlo Tum Meri Baahein Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Lm: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue
Main Tumhe Sambhaloonga Loonga Se Raaz Hai
Tumko Main Chura Loonga Tumse Haan Tera Naam Loonga, Main Tera Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke Andaaz Hai
Dil Mein Chhupa Loonga Naam Loonga Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se
Ek Roz Main Tadapkar, Is Dil Ko Thaam Raaz Hai
Aise Na Mujhe Tum Dekho Loonga
Seene Se Laga Loonga Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam Aap Ki Baaton Mein Phir Koyi Sharaarat To
Tumko Main Chura Loonga Tumse Loonga Nahin (2)
Dil Mein Chhupa Loonga Main Tera Naam Loonga, Main Tera Bevajeh Taareef Karna Aap Ki Aadat To Nahin
Hey Hey Hey Hey Naam Loonga Aap Ki Badmaashiyon Ke Yeh Naye Andaaz
Hai
Hmm Tune Mujhe Jagaaya, Sone Na Doonga
Dheemi Dheemi Aag Se Ek Tujhko Kk: Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue
Shola Bhadkaya Hain Hasne Na Doonga Tujhko, Rone Na Se Raaz Hai
Door Se Tumne Iss Dil Ko Doonga Tujhko Lm: Ho Aap Se Bhi Khubsoorat Aap Ke
Kitna Tarsaya Hain (X2) Tune Mujhe Jagaaya, Sone Na Doonga Andaaz Hai
Tujhko Aap Ki Aankhon Mein Kuch Mehke Hue Se
Main Ab Iss Dil Ke Saare Hasne Na Doonga Tujhko, Rone Na Raaz Hai
Armaan Nikaloonga Doonga Tujhko
Tumko Main Chura Loonga Tumse Koi Payaam Doonga, Koi Payaam
Dil Mein Chhupa Loonga Loonga
Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam (kabhii palako.n pe aa.Nsuu hai.n
Aise Na Mujhe Tum Dekho Loonga kabhii laba pe shikaayata hai
Seene Se Laga Loonga Haan Tera Naam Loonga, Main Tera magara ai zindagii phira bhii
Tumko Main Chura Loonga Tumse Naam Loonga mujhe tujhase mohabbata hai ) - 2
Dil Mein Chhupa Loonga kabhii palako.n pe aa.Nsuu hai.n
Hmm Hmm Hmm Hmm Teri Kasam Na Kuch Bhi, Tujhse
Chhupaaoonga Main jo aataa hai vo jaataa hai, ye duniyaa aanii-
Pyar Ke Daaman Mein Chunkar Har Baat Apne Dil Ki, Tujhko jaanii hai
Hum Phool Bhar Lenge Sunaaoonga Main yahaa.N hara shaha musaaphira hai,
Raaste Ke Kaante Saare Teri Kasam Na Kuch Bhi, Tujhse saphara me.n zindagaanii hai
Door Kar Lenge (X2) Chhupaaoonga Main ujaalo.n kii zaruurata hai, andheraa merii
Har Baat Apne Dil Ki, Tujhko kismata hai
Sunaaoonga Main kabhii palako.n pe aa.Nsuu hai.n, kabhii
Jaaneman Tumko Apni Lekin Zubaan Ke Badle, Aankhon Se laba pe shikaayata hai
Main Jaan Bana Loonga Kaam Loonga magara ai zindagii phira bhii, mujhe tujhase
Tumko Main Chura Loonga Tumse Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam mohabbata hai
Dil Mein Chhupa Loonga Loonga
Haan Tera Naam Loonga, Main Tera zaraa ai zindagii dama le, teraa diidaara to
Aise Na Mujhe Tum Dekho... Naam Loonga kara luu.N
kabhii dekhaa nahii.n jisako, use mai.n
YEH DIL NA HOTA Haasil Na Hogi Tujhko, Aise Meri pyaara to kara luu.N
Mohabbat abhii se chho.Da ke mata jaa, abhii terii
Yeh Dil Na Hota Bechara, Kadam Na Chaahat Ki Yaar Tujhko, Deni Padegi zaruurata hai
Hote Aawara Keemat kabhii palako.n pe aa.Nsuu hai.n, kabhii
Jo Khoobsoorat Koi Apna Humsafar Haasil Na Hogi Tujhko, Aise Meri laba pe shikaayata hai
Hota (2) Mohabbat magara ai zindagii phira bhii, mujhe tujhase
Suna Jab Se Zamane Hai Bahar Ke, Chaahat Ki Yaar Tujhko, Deni Padegi mohabbata hai
Hum Bhi Aaye Hai Raahi Banke Keemat
Pyaar ke (2) Sauda Na Muft Hoga, Main Dil Ke Daam koI anajaana saa cheharaa, ubharataa hai
Koi Na Koi To Bulayega, Kade Hai Loonga phizaao.n me.n
Hum Bhi Raahon Mein. Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam ye kisakii aahaTe.n jaagii.n, merii
Loonga khaamosha raaho.n me.n
Yeh Dil Na Hota Bechara, Kadam Na Haan Tera Naam Loonga, Main Tera abhii ai mauta mata aanaa, merii viiraana
Hote Aawara Naam Loonga jan_nata hai
Jo Khoobsoorat Koi Apna Humsafar Ek Roz Main Tadapkar, Is Dil Ko Thaam kabhii palako.n pe aa.Nsuu hai.n, kabhii
Hota Loonga laba pe shikaayata hai
Arre Maana Usko Nahin Main Mere Haseen Qaatil, Main Tera Naam magara ai zindagii phira bhii, mujhe tujhase
Pehchanta, Banda Uska Pata Bhi Loonga mohabbata hai
Nahin Jaanta (2) Haan Tera Naam Loonga, Main Tera
Milna Likha Hai To Aayega Khade Naam Loonga
Hai Hum Bhi Raahon Mein

Yeh Dil Na Hota Bechara, Kadam Na


Hote Aawara
Jo Khoobsoorat Koi Apna Humsafar
Hota
Uski Dhun Main Padega Dukh Jhelna,
Seekha humne Bhi Patharon Se
Khelna (2)
Soorat Kabhi To Deekhaiga, Kade
Hai Hum Bhi Raahon Mein

Yeh Dil Na Hota Bechara, Kadam Na


Hote Aawara
Jo Khoobsoorat Koi Apna Humsafar
Hota (2)

Song Name: O Manachali, Kahaan Chali


Album Name: Manchali
Singer Names: Kishore Kumar,
Lyricist Name:
Music Director:

o manachali, kahaan chali - 2


dekh dekh dekh dekh mujh se na sharama
ek ek ek main huun bhanvara
aur tuu kali, o manachali

hothon pe leke tera naam


aai hai rang bhari shaam
phuulon se chhalake hain jaam
bhanvaron ne dil liye thaam
aise mein, he he ho e he ho
aise mein, tod ke prem ki dori
o gori, chakori, tuu kahaan chali

duniya se nahin darenge


ham tum mulaaqaate karenge
aaja do baate karenge
rangin barasaatein karenge
ye sach hai e he o o e he o o
ye sach hai main huun ek divaana
na jaanaa, na maanaa, tuu kahaan chali

rut aisi aai hui hai


badali si chhaai hui hai
tuu kyon sharamaai hui hai
mujhase ghabaraai hui hai
pyaar mein e he o o e he o o
pyaar mein yaar se aankh churaake
chhupaake, bachaake, tuu kahaan chali

Song Name: Jahan Teri Yeh Nazar


Album Name: Kaalia
Singer Names: Kishore Kumar,
Lyricist Name:
Music Director:

Jahan teri yeh nazar hai


Meri jaa muzhe khabar hai
Jahan teri yeh nazar hai
Meri jaa muzhe khabar hai
Bach na saka koi,Aaye kitne
Lambe hai mere Haath itne
Dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai
Are dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai
jahan Teri Yeh Nazar Hai
Meri jaa muzhe khabar hai

Kyon nahi jaani tu yeh samazta


kaam nahi hai yeh tere baska
Are Kyon nahi jaani tu yeh samazta
kaam nahi hai yeh tere baska
Hosh mein aaja Dhyaan kidhar hai
Hosh mein aaja Dhyaan kidhar hai
jahan teri yeh nazar hai
Meri jaa muzhe khabar hai

Meri taraf jo utha hai tan ke


Kat ke wahi haath gira badan se
Are Meri taraf jo utha hai tan ke
Kat ke wahi haath gira badan se
Saamne aaye kiska jigar hai
Saamne aaye kiska jigar hai
jahan teri yeh nazar hai
Meri jaa muzhe khabar hai

Chaal yeh banda aisi hi chal jaaye


band ho mutthi cheez phisal jaye
Gili Gili Gili Gili Gili Gili
Chaal yeh banda aisi hi chal jaaye
band ho mutthi cheez phisal jaye
Dekh karishma yeh bhi idhar hai
Dekh karishma yeh bhi idhar hai
jahan teri yeh nazar hai
Meri jaa muzhe khabar hai

ye jameen gaa rahee hain


ye jameen gaa rahee hain, aasamaan gaa rahaa hain
saath mere ye saaraa, jahaan gaa rahaa hai

shaukh kaliyon ke ghoonghat sarakane lage hai


mast foolon ke dil bhee dhadakane lage hai
ye bahaaron kaa dilakash samaa gaa rahaa hai

zoomakar parabaton pe ghataa chhaa rahee hai


pyaar kee umar shaayad kareeb aa rahee hai
meraa dil pyaar kee ye daastaan gaa rahaa hai

bhool kar raah koee haseen aa naa jaaye


is jagah koee paradaanasheen aa naa jaaye
is jagah aaj yek naujawaan gaa rahaa hai

chalaa jaataa hoo


chalaa jaataa hoo, kisee kee dhoon me, dhadakate dil ke taraane liye
milan kee mastee bharee aakhon me, hajaaro sapane suhaane liye

ye mastee ke najaare hai, to ayese mein sanbhalanaa kaisaa meree kasam


jo laharaatee dagareeyaa ho, to fir kyo naa chaloo main bahakaa, bahakaa re
mere jeewan mein ye shaam aayee hai, mohabbat waale jamaane liye

wo aalam bhee ajab hogaa, wo jab mere kareeb aayegee meree kasam
kabhee baiyyaa chhudaa legee, kabhee has ke gale se lag jaayegee haay
meree baahon mein machal jaayegee, wo sachche zoothhe bahaane liye

bahaaro me, najaaro me, najar daaloo to ayesaa laage meree kasam
wo naino mein bhare kaajal ghooghant khole khadee hain mere aage re
sharam se bozal zookee palakon me, jawaan raaton ke fasaane liye

diraam GIRL
diraam garla, diraam garla
kisee shaayar kee gajal diraam garla
kisee zeel kaa kanwal diraam garla
kahee to milegee, kabhee to milegee
aaj naheen to kal

lipatee gulaabon me, simatee hijaabon me


khwaabon mein aatee hai, bheegee sharaabo me
paas rahatee hain wo pal do pala..........kauna? diraam garla

jab dekhatee hain wo, main dhoondh loongaa to


shabanam ghataa, chaandanee ban jaatee hain dosato
rang rup letee hain wo badala........kauna? diraam garla

gam se bikhar jaaoo, jee se gujar jaaoo


kyaa teree majree hai, bin dekhe mar jaaoo
kabhee parade se baahar nikala............ye, diraam garla

yek ladakee bheegee bhaagee see


yek ladakee bheegee bhaagee see, sotee raaton mein jaagee see
milee yek ajanabee se, koee aage naa peechhe
tum hee kaho ye koee baat hai

dil hee dil mein jalee jaatee hain, bigadee bigadee chalee aatee hain
zoonzalaatee huee, balakhaatee huee, saawan kee sunee raat mein

dagamag dagamag lahakee lahakee, bhoolee bhatakee, bahakee bahakee


machalee machalee, ghar se nikalee, pagalee see kaalee raat mein

tan bheegaa hain, sar geelaa hain, usakaa koee pech bhee dhilaa hain
tanatee zookatee, chalatee rukatee, nikalee andheree raat mein

jaana-ye-man
jaana-ye-man jaana-ye-man
jaana-ye-man kisee kaa naam naheen
fir bhee ye naam hothhon pe naa ho
ayesee koee subah nahee, shaam naheen

maine sirf khayaalon se khwaabon kee sej sajaayee hain


dil kee khaalee diwaaron par yek tasaweer banaayee hain
tasaweeron pe marataa hoo, wakt gujaaraa karataa hoo
mai mehaboob kee galiyon kaa, koee aashik badanaam naheen

kal kee baat khudaa jaane, par aaj talak wo baat naheen
dil par baadal chhaye hai, par aakhon mein barasaat naheen
kaisaa main diwaanaa hoo, ayesaa main masataanaa hoo
pyaas to hain in hothhon par, lekin haathon mein jaam naheen
jab dard naheen thaa seene me, tab khaak majaa thaa jeene me
ab ke shaayad hum bhee roye, saawan ke maheene me

yaaron kaa gam kyaa hotaa hai, maaloom n thaa anajaanon ko


saaheel pe khade ho kar hum ne, dekhaa aksar tufaanon ko
ab ke shaayad, hum bhee doobe, maujon ke sakeene me

ayese to thhens naa lagatee thee, jab apane ruthhaa karate the
itanaa to dard naa hotaa thaa, jab sapane tootaa karate the
ab ke shaayad dil bhee toote..
ab ke shaayad hum bhee roye, saawan ke maheene me

is kadar pyaar to koee karataa nahee


maranewaalon ke saath koee marataa nahee
aap ke saamane main naa fir aaoongaa
geet hee jab naa honge, to kyaa gaaoongaa
meree aawaaj pyaaree hain to dosato
yaar bas jaaye meraa doowaan karo

kaise kahe hum


kaise kahe hum pyaar ne hum ko, kyaa kyaa khel dikhaaye
yoo sharamayee kismat hum se, khud se hum sharamaaye

baagon ko to patazad loote, lootaa humei bahaar ne


duniyaa maratee maut se lekin maaraa hum ko pyaar ne
apanaa wo haal hai, beech safar me, jaise koee loot jaaye

tum kyaa jaano, kyaa chaahaa thaa, kyaa lekar aaye hum
toote sapane, ghaayal nagme, kuchh shole kuchh shabanam
kitanaa kuchh hain paayaa hum ne, kahe to kahaa naa jaaye

ayesee bajee shahanaayee gharame, ab tak so naa sake hum


apanon ne hum ko itanaa sataayaa, roye to ronaa sake hum
ab to karo kuchh ayesaa yaaro, hosh naa hum ko aaye

khwaab ho tum yaa


khwaab ho tum yaa koee hakikat kaun ho tum batalaao
der se kitanee door khadee ho, aaur kareeb aa jaao

subah pe jis tarah, shaam kaa ho gumaan


julfon mein yek cheharaa, kuchh jaaheer kuchh nihaar

dhadakanon ne sunee, yek sadaa paanw kee


aaur dil pe laharaayee, aanchal ke chhaanw see

mil hee jaatee ho tum muz ko har mod pe


chal detee ho kitane, afasaane chhod ke

fir pukaaro muze, fir meraa naam lo


girataa hoo fir apanee, baahon mein thaam lo
koee lautaa de mere
alabele din pyaare, mere bichhade saath sahaare, haay kahaa gaye
aankhon ke ujiyaare, meree sunee raat ke taare, haay kahaa gaye

koee lautaa de mere beete huye din


beete huye din wo mere pyaare palachheen

mere khwaabon ke mahal mere sapanon ke nagar


pee liyaa jin ke liye, maine jeewan kaa jahar
aaj main dhoondhoo kahaa, kho gaye jaane kidhar
beete huye din wo haaye pyaare palachheen

mai akelaa to naa thaa, the mere saathee kaee


yek aandhee see uthhee, jo bhee thaa le ke gayee
ayese bhee din the kabhee, meree duniyaan thee meree
beete huye din wo haaye pyaare palachheen

mere dil ne tadap ke


aa jaa o aa jaa
mere dil ne tadap ke jab naam teraa pukaaraa
kahaa se naa jaane chalaa aayaa ye mausam pyaaraa pyaaraa

tere rasate pe main aankhen bichhaye baithhaa hoo


tere intajaar kee main duniyaan sajaaye baithhaa hoo
dekhe teree najaron ko bhaaye naa bhaaye ye najaaraa

teraa meraa pyaar yek raaj hee rahataa to achchhaa thaa


soj naa banataa ye saaj hee rahataa to achchhaa thaa
jaane kyaa hogaa jab hogaa ye milan humaaraa

dhadak rahaa hain dil dil ko main kaise samazaaoo


tuz se miloo yaa mile been yahaa se chalaa jaaoo
ayesaa naa ho too ye dil tode jamaanaa hase saaraa

Ruk Jaana Nahin Lyrics


Hindi Song Title: Ruk Jaana Nahin
Hindi Movie/Album Name: IMTIHAAN(OLD)
Singer(s): KISHOR KUMAR

Hindi Lyrics:
ruk jaanaa naheen too kahee haar ke
kaanto pe chal ke milenge saaye bahaar ke
o raahee, o raahee

sooraj dekh ruk gayaa hai, tere aage zook gayaa hai
jab kabhee ayese koee masataanaa
nikale hain apanee dhoon mein deewaanaa
shaam suhaanee ban jaate hai, din intajaar ke

saathee naa kaarawaan hai, ye teraa imtihaan hai


yoohee chalaa chal dil ke sahaare
ke detee hain manjaeel tuz ko ishaare
dekh kahee koee rokaa naheen le, tuz ko pukaar ke
AAMAR O TO GAAN CHILO

AAMAR O TO GAAN CHILO, SWAD CHILO MONE


SWARASWATIR CHARAN CHUYE ,THAKBO JIBONE
AAMAR O TO GAAN CHILO, SWAD CHILO MONE
SWARASWATIR CHARAN CHUYE, THAKBO JIBONE.

JANI KI APARADHE SONATE SE GAAN


BANDHA BINA CHIRE GELO BHENGE GELO PRAN
JANI KI APARADHE SONATE SE GAAN
BANDHA BINA CHIRE GELO BHENGE GELO PRAN
KOTO SUKH PELO BIDHI TARE LIKHONE

AAMAR..........JIBONE

TOMADER KACHE SUDHU JENE JETE CHAI


NIYOTIR CHEYE BARO KICHU KI GO NAI
TOMADER KACHE SUDHU JENE JETE CHAI
NIYOTIR CHEYE BARO KICHU KI GO NAI
BHALOBASA RAJAR RAJA NOI KI BHUBONE

AAMAR..........JIBONE

BHALOBASA NIYE ESO KACHETE AAMAR


SUR KHUJE PABO AAMI KANTHE ABAR
BHALOBASA NIYE ESO KACHETE AAMAR
SUR KHUJE PABO AAMI KANTHE ABAR
JALOGO ALOR SIKHA AADHARER KONE

AAMAR..........JIBONE 2
SWARASWATIR CHARAN CHUYE, THAKBO JIBONE.

Liye sapne nigahon me

Liye sapne nigahon me, chala hoon teri rahon me


Zindagi aa raha hoon main

Kayi yaadon ke chehre hain, kayi kisse purane hain,


Teri sau dastane hain, tere kitne fasane hain.
Magar ik wo kahani hai, jo ab mujhko sunani hai
Zindagi aa.....

Mere haathon ki garmi se, bigar jayengi zanjeerein,


Mere kadmon ki aahat se, badal jayengi taqdeerein,
Umeedon ke diye lekar, ye sab tere liye lekar
Zindagi ....

Kabhi tujhko gila mujhse, kabhi mujhko shikayat hai,


Magar phirbhi tujhe meri, mujhe teri zaroorat hai,
Main ye iqraar karta hoon, main tujhse pyar karta hoon,
Zindagi aa....

jin raaton ki bhor


jin raaton ki bhor nahi hai
aaj aisi hi raat aai
jo jis gam mein doob gaya hai
saagar ki hai gaharai

raat ke taaron tum hi bataao


meri vo manzil hai kahaan
paagal banakar jisake liye main
kho baitha hoon dono jahaan
jin raaton ...

raah kisi ki hui na roshan


jalana mera bekaar gaya
loot gai taqadeer mujhe main
jeet ke baazi haar gaya
jin raaton ki bhor nahi hai threedot

ye jawaanee, hain diwaanee

ye jawaanee, hain diwaanee, haa meree raanee, ruk jaao raanee


dekh jaraa peechhe mud ke, chalee kahaa ayese ud ke

baate, mulaakaate, karane kee shaam hain


ayese mein hain ruthhanaa, diwaanon kaa kaam hain
ruthhee, chal zoothhee, bas tootee dostee
shikawaa hothhon pe, aakhon mein pyaar bhee
mil ke, dil dil se, khil jaataa ban ke fool
par tuz ko naa bhoolee, chhotee see meree bhool

Inteha ho gayi intezaar ki

(inteha ho gayi intezaar ki aayi na kuchh khabar mere yaar ki


yeh hamein hai yakeen bewafaa woh nahin phir wajah kya hui intezaar ki) -2

baat jo hai uss mein baat woh yahaan kahin nahin kissi mein
woh hai meri bas hai meri shor hai yahi gali gali mein
saath saath hai woh mere gham mein meri har khushi mein
zindagi mein woh nahin toh kuchh nahin hai meri zindagi mein

bujh na jaaye yeh shama aitbaar ki

intehaa.....intezaar ki 2

ho oooo mere sajana lo main aa gayi


logon ne toh diye honge bade bade nazaraane
layi hoon main tere liye dil mera
dil yahi maange dua hum kabhi ho na judaa
mera hai mera hi rahe dil tera
yeh meri zindagi hai teri - 2

tu mera sapana
main tujhe paa gayi
o mere sajana lo main aa gayi
gham ke andhere dhale bujh gaye sitaaren bhale
dekha tujhe toh dilon mein jaan aayi
honton pe taraane saje armaan deewane jage
baahon mein aake tu aise sharmaayi
chaa gayi phir wohi bekhudi

woh ghadi kho gayi intezaar ki


aa gayi rutt haseen hasl-e-yaar ki
yeh nasha yeh khushi ab na kam ho kabhi

umra bhar na dhale (raat pyaar ki)-3

kisee baat par main kisee

kisee baat par main kisee se khafaa hoon


mai jindaa hoon par jindagee se khafaa hoon
khafaa hoon, khafaa hoon, khafaa hoon ...

muze dosaton se shikaayat hain shaayad


muze dushmanon se mohabbat hain shaayad
mai is dostee dushmanee se khafaa hoon
khafaa hoon, khafaa hoon, khafaa hoon ...

n jaane kahaa kab kise dekhataa hoon


magar main jahaa jab jise dekhataa hoon
samazataa hain wo main usee se khafaa hoon
khafaa hoon, khafaa hoon, khafaa hoon ...

n jaagaa huaa hoon, naa soyaa huaa hoon


main dil ke andheron mein khoyaa hoon
kisee chaand kee chaandanee se khafaa hoon
khafaa hoon, khafaa hoon, khafaa hoon ...

Haal Kaisa Hai Janab Ka

Movie Name: Chalti Ka Nam Gaadi (1958)


Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar
Music Director: Burman S D
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Year: 1958
Producer: KS Films
Director: Satyen Bose
Actors: Anoop Kumar, Ashok Kumar, Cuckoo, Kishore Kumar, Madhubala, Sajjan, Singh K N
Theme: Comedy

Aashaa : Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa?


Kishor : Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa?
Aashaa : Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho
Kishor : Yuu.Nhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa %<Yodell..>
Kishor : Bahakii, Bahakii, Chale Hai Pavan Jo U.De Hai Teraa Aa.Nchal
Aashaa : Chho.Do, Chho.Do, Dekho Dekho Gore Gore Kaale Kaale Baadal
Kishor : Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Kabhii Kuchh Kahatii Hai,
Zaraa Nazar Ko Sa.Nbhaalanaa
Aashaa : Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa?
Kishor : Haay! Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa?
Aashaa : Hoy! Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho
Kishor : ##Hmm Hmm,## Yuu.Nhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa %<Yodell..>

Kishor : Pagalii!
Aashaa : A!
Kishor : Pagalii, Kabhii Tuune Sochaa Raste Me.N Gaye Mil Kyo.N?
Aashaa : Pagale!
Kishor : Ha.N?
Aashaa : Pagale!
Kishor : E?!
Aashaa : Terii Baato.N Baato.N Me.N Dha.Dakataa Hai Dil Kyo.N ?
Kishor : Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Kabhii Kuchh Kahatii Hai
Zaraa Nazar Ko Sa.Nbhaalanaa
Aashaa : Aa Aa, Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa?
Kishor : Haay! Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa?
Aashaa : Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho
Kishor : Yuu.Nhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa %<Yodell..>

Aashaa : Kaho Jii, Kaho Jii, Roz Tere Sa.Ng Yuu.Nhii


Dil Bahalaaye.N Kyaa?
Kishor : Aha! Suno Jii, Suno Jii, Samajh Sako To Khud Samajho
Bataae.N Kyaa ?
Kabhii Kuchh Kahatii Hai, Kabhii Kuchh Kahatii Hai
Zaraa Nazar Ko Sambhaalanaa

Aashaa : Haay! Haal Kaisaa Hai Janaab Kaa ?


Kishor : Kyaa Khayaal Hai Aap Kaa ?
Aashaa : Tum To Machal Gaye, Ho Ho Ho
Kishor : Yuu.Nhii Fisal Gaye, Haa Haa Haa

Kaanchi re kaanchi

Kaanchi re kaanchi re, prit meri saanchi


Ruk jaa na jaa dil toda ke

Jhuuthaa hai ye gussaa teraa sachchaa nahin


Sachche premi ko taDapaanaa achchhaa nahin
Vaapas naa aauungaa main jo chalaa jaauungaa
Ye teri galiyaan chhoda ke, e e

Tere haathon men hai meri Dori jaise


Kachche dhaage se main bandhaa aayaa aise
Mushkil hai jinaa, dede o hasinaa
Vaapas meraa dil modake, e e

Kaanchaa re kaanchaa re, pyaar meraa saanchaa


Ruk jaa naa jaa dil todake

Rang tere men ye tan rang liyaa


Tan kyaa hai maine man rang liyaa
Bas chup hi rahanaa, ab phir naa kahanaa
Ruk jaa naa jaa dil todake, e e

SONG: YEH KORI KANWARI


FILM: SAMUNDAR
MUSIC: RAHUL DEV BURMAN
LYRICS: ANAND BAKSHI
YEAR: 1986

Yeh Kori Karari Kanwari Nazar


Maar Dalegi Zaalim Tumhari Nazar

Arre Husn Wale Tu Daaman Bachale


Jhukale Nigahen Yeh Aankhen Churale
Kabhi To Milegi Hamari Nazar
Maar Daalegi Zaalim Tumhari Nazar

Yeh Kori Karari Kanwari Nazar


Maar Dalegi Zaalim Tumhari Nazar

Abhi Jo Jhuki Hain Abhi Jo Uthi Hain


Isi Pe Hamari Jawaani Luti Hain
Yehi Hain Mohabbat Ki Maari Nazar
Maar Daalegi Zaalim Tumhari Nazar

Yeh Kori Karari Kanwari Nazar


Maar Dalegi Zaalim Tumhari Nazar

Bade Shaukh Se Tum Koi Khel Khelo


Mujhe Qatl Kardo Meri Jaan Lelo
Yeh Dil Ek Panchhi Shikari Nazar
Maar Daalegi Zaalim Tumhari Nazar

Yeh Kori Karari Kanwari Nazar


Maar Dalegi Zaalim Tumhari Nazar

Lehron Ki Tarah Yaadein

Lehron Ki Tarah Yaadein


Dil Se Takraati Hain
Toofan Uthati Hain
Lehron Ki Tarah Yaadein
Kismat Mein Hai Ghor Andherey
Raatein Sulagati Dhundhle Savere

Lehron Ki Tarah Yaadein


Dil Se Takraati Hain
Toofan Uthati Hain
Lehron Ki Tarah Yaadein

Takte Taktey Sooni Raahein


Pathra Gayi Hai Ab To Nigahen

Lehron Ki Tarah Yaadein


Dil Se Takraati Hain
Toofan Uthati Hain
Lehron Ki Tarah Yaadein

Barson Se Dil Pe Bojh Uthaye


Dhoond Raha Hoon Pyaar Ke Saaye

Lehron Ki Tarah Yaadein


Dil Se Takraati Hain
Toofan Uthati Hain
Lehron Ki Tarah Yaadein

nakharewaalee

nakharewaalee, dekhane mein dekh lo hain kaisee bholeebhaalee


ajanabee ye chhoreeyaan, dil pen daale doreeyaan, man kee kaalee
wo to koee aaur thee jo aakhon se, samaa gayee dil mein

berahum bewafaa
apanaa kuchh ataa pataa bataa to de
bekalee, bekasee
kuchh to kam ho, fir se muskuraa to de
wo to koee aaur thee jo aakhon se, samaa gayee dil mein

Jeena To Hai Par Aye Dil Kaha

Jeena To Hai Par Aye Dil Kaha (2)


Aare Baitu Oooooo To Nahi Milti Hain Zami Hoooo
Main Udna Chahu To Hain Door Aasma
Naraj Koi Naa Koi Meherbaa
Na Kahi Koi Bijlee Na Koi Aashiaa (2)
Aare Baitu To Ooooo Nahi Milti Hain Zami Hooooooo
Main Udna Chahu To Hain Door Aasma
Jeena To Hai Par Aye Dil Kaha

Jalta Hain Badan Kahi Saaya Nahi


Kisi Aanchal Ke Badle Hain Sulagta Dhoonya (2)
Aare Baitu To Ooooo Nahi Milti Hain Zami Hooooooo
Main Udna Chahu To Hain Door Aasma
Jeena To Hai Par Aye Dil Kaha (2)

Akela Huin Main Is Jahan Mein

Akela Huin Main Is Jahan Mein Akeli Meri Dastaan


Na Manzil Koi Na Saathi Koi Jane Kya Ye Neela Aasman
Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main Kahan

Meri Raat Ka Ek Saathi Yehi Chand Ka Carvaan


Chaloon To Chale Rukhon To Ruke
Jane Kya Ye Neela Aasman
Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main Kahan

Mera Hamsafar Mera Saya Mera Meherbaan Raazdaan


Na Iska Koi Na Mera Koi Jane Na Ye Neela Aasman
Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main Kahan

Ye Dariya Ye Mauje Ye Sahil


Ye Chhalki Hui Mastiyan
Hai Ati Nazar Kuchh Kami Se Magar
Jane Kya Ye Neela Aasman
Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main Kahan

Akela Huin Main Is Jahan Mein Akeli Meri Dastaan


Na Manzil Koi Na Saathi Koi Jane Kya Ye Neela Aasman
Kya Khabar Kya Patah (Jaa Raha Huin Main Kahan)2x

Song: Bhanwre Ki Gunjan


Film: Kal Aaj Aur Kal
Music: Shankar Jaikishen
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Year: 1971

Bhanwre Ki Gunjan Hain Mera Dil


Kab Se Sambhaley Rakkha Hai Dil
Tere Liye Tere Liye
Tere Liye Tere Liye

Mujhe Kab Se Thi Pyar Ki Justjoo


Meri Zindagani Mein Hain Tu Hi Tu
Main Aya Hoon Duniya Mein Tere Liye
Mere Dil Men Jhoome Teri Aarzoo
Bhanwre Ki Gunjan Hain Mera Dil
Kab Se Sambhaley Rakkha Hai Dil
Tere Liye Tere Liye
Tere Liye Tere Liye

Gagan Se Bhi Ooncha Mera Pyar Hai


Tujhipar Mitunga Yeh Ikraar Hai
Tu Itna Samajh Le Mere Humsafar
Tere Pyar Se Mera Sansaar Hai

Bhanwre Ki Gunjan Hain Mera Dil


Kab Se Sambhaley Rakkha Hai Dil
Tere Liye Tere Liye
Tere Liye Tere Liye

SONG: DEKHA HAI ZINDAGI KO


FILM: EK MAHAL HO SAPNO KA
MUSIC: RAVI
LYRICS: ANAND BAKSHI
YEAR: 1972

Dekha Hai Zindagi Ko, Kuchh Itna Karib Se


Chehre Tamaam Lagne Lage Hain Ajib Se

Kehne Ko Dil Ki Baat Jinhein Dhundte They Hum - 2


Mehfil Mein Aa Gaye Hain Wo Apne Naseeb Se
Dekha Hai Zindagi Ko, Kuchh Itnaa Karib Se

Niilam Ho Raha Tha Kisi Naznin Ka Pyar - 2


Keemat Nahin Chukai Gai Ek Garib Se
Dekha Hai Zindagi Ko, Kuchh Itna Karib Se

Teri Wafa Ki Laash Pe Laa Main Hi Daal Dun - 2


Resham Ka Ye Kafan Jo Mila Hai Raqib Se
Dekha Hai Zindagi Ko, Kuch Itna Karib Se

HUM KITNE NAADAN THEY YAARON

FILM: SITAMGAR
MUSIC: RAHUL DEV BURMAN
YEAR: 1985

Hum Kitne Naadan They Yaaron


Aaj Yeh Samjhe Aaj Yeh Jaana
Sach Hai Agar To Ek Mohabbat
Jhooth Hai Baaki Sara Fasana

Par Gaye Jaise Inn Aankhon Mein


Zulm Ke Nafrat Ke Parde
Zindagi Tera Mujrim Hoon Main
Ho Sakey To Maaf Karde

Andhi Raah Ke Andhi Safar Mein


Beet Gaya Jeene Ka Bahana
Hum Kitne Naadan They Yaaron
Aaj Yeh Samjhe Aaj Yeh Jaana

Ab Yeh Mohabbat Ka Ehsaan Hai


Yeh Jo Thodi Jaan Hai Mujhme
Aakhir Main Jiska Kaatil Hoon
Zinda Woh Insaan Hai Mujhme

Iss Dil Ke Armaan Hai Kya Kya


Yeh To Abhi Dekhega Zamana

Hum Kitne Naadan They Yaaron


Aaj Yeh Samjhe Aaj Yeh Jaana
Sach Hai Agar To Ek Mohabbat
Jhooth Hai Baaki Sara Fasana

Hum Kitne Naadan They Yaaron


Aaj Yeh Samjhe Aaj Yeh Jaana

Song: Jo Raha Chuni Tune


Singer: Kishore Kumar
Music: Ravindra Jain
Lyrics: M.G.Hashmat
Year:1976

Jo Raah Chuni Tune,


Arre Jo Raah Chuni Tune
Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re
Ho Kitni Bhi Lambi Raat Arre Ooo
Ho Kitni Bhi Lambi Raat
Diya Ban Jalte Jaana Re
Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re
Jo Raah Chuni Tune
Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re

Kabhi Ped Ka Saaya Ped Ke Kaam Na Aaya Ooo


Kabhi Ped Ka Saaya Ped Ke Kaam Na Aaya
Arre Seva Mein Sabhi Ki Usne Janam Bitaaya Oo
Koi Kitne Bhi Phal Tode,
Arre O Koi Kitne Bhi Phal Tode
Use To Hai Phalte Jaana Re
Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re

Teri Apni Kahani Yeh Darpan Bol Raha Hai Oo


Teri Apni Kahani Yeh Darpan Bol Raha Hai
Bheegi Aankh Ka Paani, Hakikat Khol Raha Hai Oo
Jis Rang Mein Dhaale Waqt
Arre O Jis Rang Mein Dhaale Waqt
Musafir Dhalte Jaana Re
Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re

Jeevan Ke Safar Mein Aise Bhi Mod Hain Aate Ooo


Jeevan Ke Safar Mein Aise Bhi Mod Hain Aate
Jahan Chal Dete Hain Apne Bhi Tod Ke Naate
Kahin Dheeraj Choot Na Jaye,
Arre O Kahin Dheeraj Choot Na Jaye,
Tu Dekh Sambhalte Jaana Re
Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re

Tere Pyar Ki Maala Kahin Jo Toot Bhi Jaye Oo


Tere Pyar Ki Maala Kahin Jo Toot Bhi Jaye
Janmon Ka Saathi Kabhi Jo Choot Bhi Jaye
De Dekar Jhoothi Aas
Arre O Tu Khud Ko Chhalte Jaana Re
Tu Khud Ko Chhalte Jaana Re
Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re
Ho Kitni Bhi Lambi Raat
Arre O Ho Kitni Bhi Lambi Raat
Diya Ban Jalte Jaana Re
Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re
Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re
Usi Raah Pe Raahi Chalte Jaana Re

Song: Kahaan Tak Yeh Man Ko


Film: Baaton Baaton Mein
Music: Rajesh Roshan
Lyrics: Amit Khanna
Year: 1978

Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey


Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey

Kabhi Sukh Kabhi Dukh Yehi Zindagi Hai


Yeh Patjhad Ka Mausam Ghadi Do Ghadi Hai
Yeh Patjhad Ka Mausam Ghadi Do Ghadi Hai

Naye Phool Kal Phir Dagar Mein Khilengey


Udaasi Bahre Din Kabhi To Dhalengey

Bhaley Tez Kitna Hawa Ka Ho Jhonka


Magar Apne Man Mein Tu Rakh Yeh Bharosa
Magar Apne Man Mein Tu Rakh Yeh Bharosa

Jo Bichhde Safar Mein Tujhe Phir Milengey


Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey

Kahe Koi Kuch Bhi Magar Sach Yehi Hai


Lahar Pyar Ki Jo Kahin Uth Rahi Hain
Lahar Pyar Ki Jo Kahin Uth Rahi Hain

Usey Ek Din To Kinare Milengey


Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey

Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey


Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey

Dukhi Man Mere Sun Meraa Kahanaa

Dukhi Man Mere Sun Meraa Kahanaa


jahaan nahin Chainaa vahaan nahin Rahanaa
Dukhi Man
Dard Hamaaraa Koi Na Jaane
Apani Garaj Ke Sab hain Divaane
Kisake Aage Ronaa roen
Des Paraayaa Log Begaane
Dukhi Man

Laakh yahaan Jholi Phailaa Le


Kuchh nahin denge Is Jag Vaale
Patthar Ke Dil Mom Na honge
Chaahe Jitanaa Nir Bahaale
Dukhi Man

Apane Liye Kab hain Ye Mele


Ham hain Har Ik Mele men Akele
Kyaa Paaegaa usamen Rahakar
Jo Duniyaa Jivan Se Khele
Dukhi Man

kaise kahe hum pyaar ne hum ko

kaise kahe hum pyaar ne hum ko, kyaa kyaa khel dikhaaye
yoo sharamayee kismat hum se, khud se hum sharamaaye

baagon ko to patazad loote, lootaa humei bahaar ne


duniyaa maratee maut se lekin maaraa hum ko pyaar ne
apanaa wo haal hai, beech safar me, jaise koee loot jaaye

tum kyaa jaano, kyaa chaahaa thaa, kyaa lekar aaye hum
toote sapane, ghaayal nagme, kuchh shole kuchh shabanam
kitanaa kuchh hain paayaa hum ne, kahe to kahaa naa jaaye

ayesee bajee shahanaayee gharame, ab tak so naa sake hum


apanon ne hum ko itanaa sataayaa, roye to ronaa sake hum
ab to karo kuchh ayesaa yaaro, hosh naa hum ko aaye

Tere jaisa yaar kahan

Tere jaisa yaar kahan


Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Tere jaisa yaar kahan


Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Meri zindagi sawaari


Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake

Meri zindagi sawaari


Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake
Yaara teri yaari ko
Maine to khuda mana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Mere dil ki yeh dua hai


Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye

Mere dil ki yeh dua hai


Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye
Tere sung jeena yahan
Tere sung mar jaana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Tere jaisa yaar kahan


Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

raah pe rahate hai, yaadon pe basar karate hai

raah pe rahate hai, yaadon pe basar karate hai


khush raho yehale watan hum to safar karate hai

jal gaye jo dhoonp mein to saayaa ho gaye


aasamaan kaa koee konaa, thodaa so gaye
jo gujar jaatee hain bas us pe gujar karate hai

udate pairo ke tale jab bahatee hain jameen


mud ke humane koee manjil dekhee hee nahee
raat din raahon pe hum shaama-o-sahar karate hai

kabhee sochataa hoo ke main kuchh kahoo

kabhee sochataa hoo ke main kuchh kahoo


kabhee sochataa hoo ke main choop rahoo

aadamee jo kahataa hai, aadamee jo sunataa hai


jindageebhar wo sadaayen peechhaa karatee hai
aadamee jo detaa hai, aadamee jo letaa hai
jindageebhar wo doowaanyen peechhaa karatee hai

koee bhee ho har khwaab to sachchaa naheen hotaa


bahot jyaadaa pyaar bhee achchhaa naheen hotaa
kabhee daaman chhoooodaanaa ho to mushkil ho
pyaar ke rishten toote to, pyaar ke raste chhoote to
raaste mein fir wafaayen peechhaa karatee hai
kabhee kabhee man dhoonp ke kaaran tarasataa hai
kabhee kabhee fir zoom ke saawan barasataa hai
palak zapaken yahaa mausam badal jaaye
pyaas kabhee mitatee nahee, yek boond bhee milatee nahee
aaur kabhee rimazim ghataayen peechhaa karatee hai

mere nainaa saavan bhaadon

(hmm hmm, haa haa haa) -2


(mere nainaa saavan bhaadon
(phir bhi meraa man pyaasaa..) -2 ) -2

ai dil deevaane, khel hai kyaa jaane


dard bharaa ye, geet kahaaN se
in honThon pe aaye-ey-ey, door kahin le jaaye
bhool gayaa kyaa, bhool ke bhi hai
mujhko yaad zaraa saa.., phir bhi meraa man pyaasaa

baat puraani hai, ek kahaani hai


ab sochooN tumhen, yaad nahin hai
ab sochooN nahin bhoole-ey-ey, vo saavan ke jhoole
rut aaye rut jaaye deke
jhooThaa ek dilaasaa.., phir bhi meraa man pyaasaa

barson beet gaye, hamko mile bichhDe


bijuri bankar, gagan pe chamki
beete samay ki rekhaa-aa-aa, main ne tum ko dekhaa
man sang aaNkh-michauli khele
aashaa aur niraashaa.., phir bhi meraa man pyaasaa
mere nainaa saavan bhaadon
(phir bhi meraa man pyaasaa..) -2
*slow*: phir bhi meraa man pyaasaa

aa hamsafar pyaar ki sej par

lata:
aa aa aa

kishore:
aa hamsafar pyaar ki sej par
kuchh kahen, kuchh sunen
jaag ke raat bhar hamasafar

lata:
aa hamsafar pyaar kii sej par
kuchh kahen, kuchh sunen
jaag ke raat bhar aa hamasafar

lata:
itana pyaar tu sanam laya hai kahan se

kishore:
itna roop tu sanam lai hai jahaan se
lata:
main jo bhi hoon vo hai, tere pyaar kaa asar

kishore:
kahin lag na jaae tujh ko meri nazar
aa hamasafar pyaar ki sej par

lata:
kuchh kahen, kuchh sunen
jaag ke raat bhar aa aa aa

both: aa hamasafar

lata:
aao aaj milen kuchh to kho ke pa lein

kishore:
aao aaj lut ke kuchh to ham chura lein

lata:
kahoon kya main dil mein uth rahi hai kya lahar

kishore:
gale mujh se milke, ho jaa too bekhabar

lata:
aa hamasafar pyaar ki sej par

kishore:
kuchh kahen kuchh sunen
jaag ke raat bhar aa aa

lata:
aa hamasafar

kishore:
pyaar ki sej par

lata:
kuchh kahen

kishore:
kuchh sunen

both: jaag ke raat bhar


aa hamasafar

Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey

Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey


Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey

Kabhi Sukh Kabhi Dukh Yehi Zindagi Hai


Yeh Patjhad Ka Mausam Ghadi Do Ghadi Hai
Yeh Patjhad Ka Mausam Ghadi Do Ghadi Hai

Naye Phool Kal Phir Dagar Mein Khilengey


Udaasi Bahre Din Kabhi To Dhalengey

Bhaley Tez Kitna Hawa Ka Ho Jhonka


Magar Apne Man Mein Tu Rakh Yeh Bharosa
Magar Apne Man Mein Tu Rakh Yeh Bharosa

Jo Bichhde Safar Mein Tujhe Phir Milengey


Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey

Kahe Koi Kuch Bhi Magar Sach Yehi Hai


Lahar Pyar Ki Jo Kahin Uth Rahi Hain
Lahar Pyar Ki Jo Kahin Uth Rahi Hain

Usey Ek Din To Kinare Milengey


Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey

Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey

Kahaan Tak Yeh Man Ko Andhere Chhalengey


Udaasi Bhare Din Kabhi To Dhalengey

Yeh Din To Hai Mubarak


Iss Din Ko Naam Kya Doon
Mushkil Mein Pad Gaya Hoon
Tujhe Kaun Si Dua Doon

Koi Shama Sheeshe Ki Laya


Koi Peetal Ka Parwana
Do Naino Ka Mara Leke
Aaya Dil Ka Nazrana

Anmol Jeevan Ka
Har Pal Haseen Hoga Aaja
Chalengey Milke

Ulfat Ki Raahon Mein


Chahat Ki Bahon Mein Armaan
Khilenge Dil Ke

Pyar Dua Hai


Pyar Dawa Hai
Pyar Ko Yun Na Thukrana
Do Naino Ka Mara Leke
Aaya Dil Ka Nazrana
Koi Shama Sheeshe Ki Laya

Parwane Ki Zindagi
To Rahegi Sada Hi
Shama Ke Bas Mein

Ho Diwane Ko Bin Jalaye


Pighal Hi Na Jaana
Nibhana Rasme

Dekh Shuru Hone Se Pehle


Khatm Na Ho Jaaye Afsana
Do Naino Ka Mara Leke
Aaya Dil Ka Nazrana
Koi Shama Sheeshe Ki Laya

Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila

Pyar Ka Badla Mujhe


Dekho Kaisa Mila
Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila (X2)

Maine Samjha Jisey Chand Ki Chandni


Wo To Ek Aag Thi Jis Mein Ghar Jal Gaya
Bhool Thi Yeh Meri Kya Karoon Ab Gila
Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila

Maine Apna Lahoo Deke Seencha Ise


Mere Gulshan Mein Yeh Kaisi Ayee Baahaar
Kitne Kaante Khile Phool Ek Na Khila
Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila

Ek Hasrat Banee Har Tamanna Meri


Itni Daulat Bhala Mere Kis Kaam Ki
Hai Yehi Zindagi, Zindagi Ka Sila
Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila

Pyar Ka Badla Mujhe


Dekho Kaisa Mila
Pyar Ke Badle Mujhko Paisa Mila

Mera geet adhura hain koi bikhre taare sajaa de

Aahaaaaaaa Aaahaaaaa
Mera geet adhura hain koi bikhre taare sajaa de(2)
Mera geet adhura hain.

Geet mera ek sundar sapna ek jhilmil tasveer(2)


Raat ka saathi ek sitara raahi ki taqdeer
Dil mein mere machle rahe rahe ke hardam rahe yeh teer(2)
Koi bhikre taare sajaa de mera geet adhura hain(2).

In sansoo ki sargam puchh the saubaar (2)


Paas bhi ho door bhi ho kaun ho tum uss paar
Tum jo milo tho geet ho pura mil jaye mann ke taar(2)
Mera geet adhura hain koi bhikre taare sajaa de
Mera geet adhura hain..

ye dard bharaa afsaanaa

ye dard bharaa afsaanaa, sun le anaaan zamaanaa zamaanaa


main hooN ik paagal premi, meraa dard na koi jaanaa - 2
ye dard bharaa afsaanaa...
koi bhi vaadaa, yaad na aayaa
koi qasam bhi, yaad na aayee
meri duhaai, sun le Khudaai
mere sanam ne, ki bevafaai
dil TooT gayaa deevaanaa
sun le anjaan zamaanaa zamaanaa
main hooN ik paagal premi, meraa dard na koi jaanaa - 2

phooloN se maine daaman bachaayaa


raaho mein apni kaaNTe bichhaaye
main hooN deevaanaa, deevaangi ne
ik bevafaa se nehaa lagaaye
jo pyaar ko na pahchaanaa
sun le anjaan zamaanaa zamaanaa
main hooN ik paagal premi, meraa dard na koi jaanaa - 2

yaaden puraani, aane lagin kyaa


aaNkhen jhukaa lee, kyaa dil mein aayee
dekho nazaaraa, dilbar hamaaraa
kaisi hamaari, mahfil me aayaa
hai saath koi, begaanaa
sun le anjaan zamaanaa zamaanaa
main hooN ik paagal premi, meraa dard na koi jaanaa - 2

Koi Lauta De Mere Beete Hue Din

Albele Din Pyaare Mere Bichhde Saath Sahaare


Haye Kahan Gaye Haye Kahan Gaye
Aankhon Ke Ujiyare Meri Sooni Raat Ke Taare
Haye Kahan Gaye

Koi Lauta De Mere Beete Hue Din


Beete Hue Din Woh Mere Pyaare Palchhin

Mere Khwabon Ke Mahal, Mere Sapnon Ke Nagar


Pee Liya Jinke Liye Maine Jeevan Ka Zahar
Aaj Maein Dhoondun Kahan Kho Gaye Jaane Kidhar
Beete Hue Din Woh Mere Pyaare Palchhin

Maein Akela To Na Tha The Mere Saathi Kai


Ek Aandhi Si Uthi Jo Bhi Tha Leke Gai
Aise Bhi Din The Kabhi Meri Duniya Thi Meri
Beete Hue Din Woh Mere Pyaare Palchhin

Kabhi hoti nahin hai jiski haar woh hai pyaar

Kabhi hoti nahin hai jiski haar woh hai pyaar


Woh to hai pyaar
Kabhi hoti nahin hai jiski haar woh hai pyaar
Woh to hai pyaar
Koi kabhi chu na paaye
Maut aake laut jaaye
Yeh woh dua hai pyaar
Woh hai yeh pyaar
Kabhi hoti nahin hai jiski haar woh hai pyaar
Woh to hai pyaar
Woh to hai pyaar

Jeevan naya humko tumne diya


Taqdeer se ab nahi hai gila
Nahi hai gila

Jeevan naya humko tumne diya


Taqdeer se ab nahi hai gila
Hai dard kya hum samajhne lage
Humdard tumsa hume jo mila
Hume jo mila
Andheron mein roshni hai
Viranon mein zindagi hai
Naame khuda hai pyaar
Woh to hai pyaar
Kabhi hoti nahin hai jiski haar woh hai pyaar
Woh to hai pyaar
Woh to hai pyaar

Nafrat se bhi tum mohabbat karo


Pehla sabak humne tumse liya
Tumse liya

Nafrat se bhi tum mohabbat karo


Pehla sabak humne tumse liya
Zameen aasmaan aaj mil hi gaye
Mushkil ko moomkin bana hi diya
Bana hi diya
Koi yahan aisa kahan
Jeet le jo sara jahan
Yeh woh ada hai pyaar
Woh to hai pyaar
Kabhi hoti nahin hai jiski haar woh hai pyaar
Woh to hai pyaar
Koi kabhi chu na paaye
Maut aake laut jaaye
Yeh woh dua hai pyaar
Woh to hai pyaar
Woh to hai pyaar
Woh to hai pyaar

jabbhi koi kangana khanke payal chanak jaye

(jabbhi koi kangana khanke payal chanak jaye


soyi soyi dil ki dhadkan sulag sulag jaye
karu jatan lakh magar man (machal machal jaye)-2)-2
jabhi koi kangana bole

(jalak gaye rang jahan par ulaj gaye naina re naina)-2


paaye nahin yeh man banjara kahin bhi chaina re chaina
mere dil ki payaas adhuri mujhe bhatkaye
jabbhi koi kangana khanke payal chanak jaye
jabbhi koi kangana
kali kali jhume bhavanra agan pe jal jaye patanga-2
chanda ko chakor nihare (isi mein sukh paye)-2
jivan se yeh ras ka bandhan toda nahin jaye
(jabbhi koi kangana khanke payal chanak jaye
soyi soyi dil ki dhadkan sulag sulag jaye
karu jatan lakh magar man (machal machal jaye)-2)-2
jabhi koi kangana bole

Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe

Hmm
Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe
Kabhi Kabhie Ittefaq Se
Kitne Anjaan Log Mil Jaatein Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain (X2)

Aawaz Ki Duniya Ke Doston


Kal Raat Kisi Jagah Mujhko

Kis Kadar Yeh Haseen Khayal Mila Hain


Raah Mein Ek Reshmi Rumal Mila Hain
Jo Giraya Tha Kisine Jaankar
Jiska Ho Le Jaaye Wo Pehchankar
Warna Main Rakh Loonga Ussko Apna Jaankar
Kisi Husn Wale Ki Nishani Maankar
Nishaani Maankar

Hanste Gaate Logon Ki Baaton Hi Baaton Mein


Kabhi Kabhie Ek Mazaaq Se
Kitne Jawaan Kisse Ban Jaate Hain
Un Kisso Mein Chund Bhool Jaate Hain
Chund Yaad Reh Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Taqdeer Mujhpe Meherbaan Hai


Jis Shaukh Ki Yeh Daastaan Hai

Usne Bhi Shaayad Yeh Paighaam Suna Ho


Mere Geeton Mein Apna Naam Suna Ho (X2)
Door Baithi Yeh Raaz Wo Jaan Le
Meri Aawaz Ko Pehchaan Le
Kaash Phir Kal Raat Jaisi Barsaat Ho
Aur Meri Uski Kahin Mulaqaat Ho
Mulaaqat Ho

Lambi Lambi Raaton Mein Neend Nahin Jab Aayen


Kabhi Kabhie Iss Firaaq Se
Kitne Haseen Khwab Ban Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Khwab Bhool Jaate Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain
Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe
Kabhi Kabhie Ittefaq Se Kitne Anjaan Log Mil Jaatein Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain

Aye Zindagi Hui Kaha Bhool

Aye Zindagi Hui Kaha Bhool


Jiski Hume Mili Yeh Saza (2)
Kaha Se Kaha Layee Tu Hume
Humse Hain Kion Itni Khafa
Aye Zindagi

Kaha Gaye Din Woh Suhane


Kaha Khoya Payar Humara
Kaha Udi Kaya Chingari
Jal Gaya Woh Sukh Sara
Hoo Apna Kahi Koi Nahi
Lake Kaha Hume Mara
Aye Zindegi Hui Kaha Bhool
Jiski Hume Mili Yeh Saza
Aye Zindagi

Beete Jo Dil Pe Humare


Jake Kaha Kisko Sunaye
Chalke Jo Aanko Se Dil Ke
Aanshoo Yeh Kisko Dikhaye
Hoo Kaun Sune Dil Ka Yeh Gam
Dushman Hain Jag Sara
Aye Zindagi Hui Kaha Bhool
Jiski Hume Mili Yeh Saja
Aye Zindagi

Jaye To Hum Kaha Jaye


Suje Naa Koi Kinara
Bhar Gaya Ji Inha Jike
Chod De Peecha Humara
Hoooo Teri Kasam Duniya Mein Hum
Aayenge Na Dawara
Aye Zindagi Hui Kaha Bhool
Jiski Hume Mili Yeh Saja
Kaha Se Kaha Layee Tu Hume
Humse Hain Kiyon Itni Khafa
Aye Zindagi Hui Kaha Bhool

Aye Zindagi Kaya Hain Tere Khel


Tere Siva Kisko Pata
Kis Mod Pe Kaya De Hume
Kis Mod Pe Chhin Le Kaya

khushi do ghadi ki, mile na mile

khushi do ghadi ki, mile na mile


shama arazu ki, jale na jale
khushi do ghadi ki ...

rahaguzar mein kai manzilen bhi milen (2)


dekh kar ek pal, dam liya phir chale
khushi do ghadi ki ...

har kadam par nae marhale the khade (2)


ham chale dil chala, dil chala ham chale
khushi do ghadi ki ...

Phoolon Ka Taaron Ka Sabka Kehna Hai

Phoolon Ka Taaron Ka Sabka Kehna Hai


Ek Hazaron Mein Meri Behna Hai
Sari Umar Hame Sang Rehna Hai

Ye Na Jaana Duniya Ne Tu Hai Kyon Udaas


Teri Pyaari Aankhon Mein Pyar Ki Hai Pyaas
Aa Mere Paas Aa Keh Jo Kehna Hai
Ek Hazaron Mein ...

Jabse Meri Aankhon Se Ho Gayi Tu Door


Tabse Sare Jeevan Ke Sapne Hain Choor
Aankhon Mein Neend Na Dil Mein Chaina Hai
Ek Hazaron Mein ...

Dekho Hum Tum Dono Hain Ek Dali Ke Phool


Maein Na Bhoola Tu Kaise Mujhko Gai Bhool
Aa Mere Paas Aa Keh Jo Kehna Hai
Ek Hazaron Mein ...

bhole o bhole

bhole o bhole
tu ruutha dil tuuta
(mere yaar ko mana de
vo pyaar phir jaga de) 2

kya hoga phir tera gauri jo ruutha jaaye


shankar tere maathe ka chanda jo tuuta jaaye
dam dam dam damaru na baaje
bam bam bam phir tu na naache
yaar agar na maane
mere yaar ko ...

wo bichada to kasam se phir main na ji sakuunga


mere bhole tere jaise main zahar na pi sakuunga
zism huun main wo jaan hai meri
usako nahi pahachaan hai meri
pyaar mera tu jaane
mere yaar ko ...

kuchh to log kahenge


kuchh to log kahenge, logaane kaa kaam hain kahanaa
chhodo, bekaar kee baato mein , kahee beet naa jaaye rainaa

kuchh reet jagat kee ayesee hai


har yek subah kee shaam huyee
too kaun hai, teraa naam hain kyaa
seetaa bhee yahaa badanaam huyee
fir kyo sansaar kee baaton se
bheeg gaye tere nainaa

hum ko jo taane dete hai


hum khoye hain in rang raliyon me
hum ne un ko bhee chhup chhup ke
aate dekhaa in galiyon me
ye sach hain zoothhee baat nahee
tum bolo ye sach hain naa

o maajhi re o maajhi re

o maajhi re o maajhi re
apana kinaara nadiya ki dhaara hain o maajhi re

saahilon se behne wale kabhi suna to hoga kahi


kaagazo ki kashtiyon ka kahi kinaara hota nahi
o maajhi re maajhi re
koi kinaara jo kinaare se mile wo apana kinaara hain
o maajhi re

paaniyon mein beh rahen hain kayi kinaar toote huye


raasto mein mil gaye hain sabhi sahaare toote huye
koi sahaara majh dhaare mein mile to apana sahaara hain
o maajhi re apana kinaara nadiya ki dhaara hain

Surama Mera Nirala, Ankhon Mein Jisane Dala

Surama Mera Nirala, Ankhon Mein Jisane Dala


Jivan Hua Ujala, Hai Koi Nazar Vala,
Hai Koi Nazar Vala, Ra Ra Ra Ra

O, Layi Layi Surama Layi-E-O - 2


O, De, Di-Di-Di-Di-De-I, Du-Du-Du-Du-Do-U-O

Ye Vaqt Ye Zamana, Jab Na Lage Suhana


Phir Mere Paas Ana, Khaadim Hun Main Purana
Rakhata Jo Kuchh Nazar Hai, Samajhega Kya Asar Hai
Andhe Ko Kya Khabar Hai, Hai Koi Nazar Vala,
Hai Koi Nazar Vala, Ya Ya Ya Ya
Surama Mera Nirala Du-Du-Do-U-O

Dushman Jise Sataaye, Isako Lagaake Jaaye


Jaake Nazar Milaye, Dhokha Kabhi Na Khaaye
Budha Ho Ya Ho Bachcha, Kyon Ho Nazar Ka Kachcha
Rakhata Hun Maal Achchha,
Hai Koi Nazar Vala, Ya Ya Ya Ya
Surama Mera Nirala Du-Du-Do-U-O

Kissa Abhi Hai Kal Kaa, Ruthi Thi Ghar Ki Malika


Surama Idhar Se Jhalaka, Gussa Udhar Ka Halaka
Sunate Ho Mere Bhai, Phero To Ek Kalai
Qimat Hai Tin Pai, Hai Koi Nazar Vala Tu Tu Tu Dam
Surama Mera Nirala Ya Ya Ya Ya

O Manachali, Kahaan Chali - 2

O Manachali, Kahaan Chali - 2


Dekh Dekh Dekh Dekh Mujh Se Na Sharama
Ek Ek Ek Main Huun Bhanvara
Aur Tuu Kali, O Manachali

Hothon Pe Leke Tera Naam


Aai Hai Rang Bhari Shaam
Phuulon Se Chhalake Hain Jaam
Bhanvaron Ne Dil Liye Thaam
Aise Mein, He He Ho E He Ho
Aise Mein, Tod Ke Prem Ki Dori
O Gori, Chakori, Tuu Kahaan Chali

[ O Manachali, Kahaan Chali Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]

Duniya Se Nahin Darenge


Ham Tum Mulaaqaate Karenge
Aaja Do Baate Karenge
Rangin Barasaatein Karenge
Ye Sach Hai E He O O E He O O
Ye Sach Hai Main Huun Ek Divaana
Na Jaanaa, Na Maanaa, Tuu Kahaan Chali

Rut Aisi Aai Hui Hai


Badali Si Chhaai Hui Hai
Tuu Kyon Sharamaai Hui Hai
Mujhase Ghabaraai Hui Hai
Pyaar Mein E He O O E He O O
Pyaar Mein Yaar Se Aankh Churaake
Chhupaake, Bachaake, Tuu Kahaan Chali

Saare jahan ki amanat hai ye

Ahaha haha (2)


[Saare jahan ki amanat hai ye
Ye jeevan tumhara tumhara nahin] (2)
Jeene ke laakhon sahare yahan
Bas ek hi to(sahara nahin) (2)
Ahaha haha (2)

[Agar koi duniya se ruthe to kya


Koi phool khilte hi toote to kya] (2)
Sitare hazaaron hai aakash par
Bas ek hi tho (sitara nahin) (2)
Ahaha haha (2)
Saare jahan ki amanat hai ye
Ye jeevan tumhara tumhara nahin
Jeevan mitana hai diwanapan
Koi pyar jeevan se pyara nahin

[Kisike iradon ke khatir jiyo


Kisiki muradon ke khatir jiyo] (2)
Hai yaadon mein jeena bhi to zindagi
Jeena tumhe kyoon(gawara nahin) (2)
Ahaha haha (2)
Saare jahan ki amanat hai ye
Ye jeevan tumhara tumhara nahin
Jeevan mitana hai diwanapan
Koi pyar jeevan se pyara nahin

[Kaisi udasi ye kaisa hai sokh


Jeevan mein ate hai jate hai log](2)
Naya koi saathi khara rahon me
Use pyar se kyoon(pukara nahin)(2)
Ahaha haha (2)
Saare jahan ki amanat hai ye
Ye jeevan tumhara tumhara nahin
Jeevan mitana hai diwanapan
Koi pyar jeevan se pyara nahin
Jeene ke lakhon sahare yahan
Bas ek hi to(sahara nahin)(2)
Ahaha haha (2)

Koi Shama Sheeshe Ki Laya

Yeh Din To Hai Mubarak


Iss Din Ko Naam Kya Doon
Mushkil Mein Pad Gaya Hoon
Tujhe Kaun Si Dua Doon

Koi Shama Sheeshe Ki Laya


Koi Peetal Ka Parwana
Do Naino Ka Mara Leke
Aaya Dil Ka Nazrana

Anmol Jeevan Ka
Har Pal Haseen Hoga Aaja
Chalengey Milke

Ulfat Ki Raahon Mein


Chahat Ki Bahon Mein Armaan
Khilenge Dil Ke

Pyar Dua Hai


Pyar Dawa Hai
Pyar Ko Yun Na Thukrana
Do Naino Ka Mara Leke
Aaya Dil Ka Nazrana
Koi Shama Sheeshe Ki Laya

Parwane Ki Zindagi
To Rahegi Sada Hi
Shama Ke Bas Mein

Ho Diwane Ko Bin Jalaye


Pighal Hi Na Jaana
Nibhana Rasme

Dekh Shuru Hone Se Pehle


Khatm Na Ho Jaaye Afsana
Do Naino Ka Mara Leke
Aaya Dil Ka Nazrana
Koi Shama Sheeshe Ki Laya

You might also like