0% found this document useful (0 votes)
902 views4 pages

Gazal

The document contains lyrics from two songs by Ghulam Ali - "Hungama Hai Kyon" and "Yeh Dil Yeh Paagal Dil Mera". It also includes lyrics from other songs - "Dikhayi Diye Yun" and "Aur Kya Ahde Wafa". The final lyrics are from the Gulzar poem "Jhuki Jhuki Si Nazar" from the movie Arth.

Uploaded by

avi99
Copyright
© Attribution Non-Commercial (BY-NC)
We take content rights seriously. If you suspect this is your content, claim it here.
Available Formats
Download as PDF, TXT or read online on Scribd
0% found this document useful (0 votes)
902 views4 pages

Gazal

The document contains lyrics from two songs by Ghulam Ali - "Hungama Hai Kyon" and "Yeh Dil Yeh Paagal Dil Mera". It also includes lyrics from other songs - "Dikhayi Diye Yun" and "Aur Kya Ahde Wafa". The final lyrics are from the Gulzar poem "Jhuki Jhuki Si Nazar" from the movie Arth.

Uploaded by

avi99
Copyright
© Attribution Non-Commercial (BY-NC)
We take content rights seriously. If you suspect this is your content, claim it here.
Available Formats
Download as PDF, TXT or read online on Scribd
You are on page 1/ 4

GHULAM ALI HUNGAMA HAI KYON LYRICS Lyrics: Akbar Allahabadi Singer : Ghulam Ali Hungama Hai Kyon

Barpa, Thodi Si Jo Pii Lii Hai Daakaa Toh Nahin Daalaa Chori Toh Nahi Kii Hai Naa Tajurbakaari Se Vaaiz Kii Ye Baatein Hai Is Rang Ko Kyaa Jaane Puchho Toh Kabhi Pii Hai Us Mein Se Nahi Matlab, Dil Jis se Hai Begaanaa Maqasudd Hai Us Main Se Dil Hii Mein Jo Khinchati Hai Vaa Dil Mein Ki Sadame Do Yaa Kee Mein Ke Sab Sah Lo Unkaa Bhi Ajab Dil Hai Mera Bhi Ajab Jii Hai Har Zarra Chamaktaa Hai Anwar-e-Ilaahi Se Har Saans Ye Kehati Hai Hum Hai To Khuda Bhi Hai Suraj Mein Lage Dhabba Fitrat ke Karishme hai Boot Hum Jo Kahi Kaafir Allah Ke Marzi Hai Yeh Dil Yeh Paagal Dil Mera Lyrics Lyrics: Mohsin Naqavi Singer: Ghulam Ali Yeh Dil Yeh Paagal Dil Mera Kyon Bujh Gaya Awaaragi Es Dasht Mein EK shehar Tha Woh Kya hua .. Awaaragi Kal Shab Mujhe Beshakla Ki Awaaaz Ne Choonka Diya Meine Kaha Tu Kon hai Usne Kaha Awaaragi Es Dasht Mein EK shehar Tha Woh Kya hua .. Awaaragi Ek Tuu ke Sadiyon Se Mere HumRaah Bhi humRaa Bhi Ek Mein Kii Teri Naam ki naam Se Naa-Shana Awaaragi Es Dasht Mein EK shehar Tha Woh Kya hua .. Awaaragi Yeh Dard Ki Tanhaiyeeya Yeh Dashth Ka Viraa Safar Hum Log Toh Ukta Gaye Apni Suna Awaaragi Es Dasht Mein EK shehar Tha Woh Kya hua..Awaaragi Ajanabi Jhonke Ne jab Puchha Mee Gum Ka Sabab Sehara Ki Bheegi Ret Par Meine Likha Awaaragi Es Dasht Mein EK shehar Tha Woh Kya hua .. Awaaragi Le Ab To Dasht-e-Shab Ki Saari Vusate Sone Lagi

Ab Jaagana Hoga Hame Kab Tak Bataa Awaaragi Es Dasht Mein EK shehar Tha Woh Kya hua Awaaragi Kal Raat Tanhaa Chaand Ko Dekhaa Tha Meine Khwaab Mein Mohsin Mujhe Raas Aayegi Shaayad Sada Awaaragi Yeh Dil Yeh Paagal Dil Mera Kyon Bujh Gaya Awaaragi Es Dasht Mein EK shehar Tha Woh Kya hua .. Awaaragi Dikhayi Diye Yun Lyrics Dikhayi Diye Yun Ke Bekhud Kiya -2 hamein Aap Se Bhi Juda Kar Chale dikhayi Diye Yun Ke Bekhud Kiya dikhayi Diye Yun jabheen Sajda Karte Hi Karte Gayi -2 haq-E-Bandagi Ham Adaa Kar Chale dikhayi Diye Yun Ke Bekhud Kiya hamein Aap Se Bhi Juda Kar Chale dikhayi Diye Yun parasthish Kiya Tak Ke Aye But Tujhe -2 nazar Mein Sabhon Ki Khuda Kar Chale dikhayi Diye Yun Ke Bekhud Kiya hamein Aap Se Bhi Juda Kar Chale dikhayi Diye Yun bahut Aarzoo Thi Gali Ki Teri -2 so Yaas-E-Lahoo Mein Naha Kar Chale dikhayi Diye Yun Ke Bekhud Kiya hamein Aap Se Bhi Juda Kar Chale dikhayi Diye Yun Ke Bekhud Kiya dikhayi Diye Yun --------------------------------------------------------------Dikhayi Diye Yun Ke Here is the song 'Dikhayi Diye Yun Ke' from movie 'Baazar'. Dikhayi diye yun ke bekhud kiya i saw u such that i got restless Hamein aap se bhi juda kar chale u separated me from myself Dikhayi diye yun ke bekhud kiya Dikhayi diye yun

Jabheen sajda karte hi karte gayi forehead kept on bowing in prayers Haq-e-bandagi ham adaa kar chale i m done with the duty of "Haq-e-bandagi=devotionaly truthful" Dikhayi diye yun ke bekhud kiya Hamein aap se bhi juda kar chale Dikhayi diye yun Parasthish kiya tak ke aye but tujhe i kept worshipin "parasthish=worship" u u "buth=i think its statue" Nazar mein sabhon ki khuda kar chale made u the god in everyones eyes Dikhayi diye yun ke bekhud kiya Hamein aap se bhi juda kar chale Dikhayi diye yun Bahut aarzoo thi gali ki teri i was very much expecting the roads to ur home So yaas-e-lahoo mein naha kar chale bathed in the "yaas-e-lahoo=blood in despair" Dikhayi diye yun ke bekhud kiya Hamein aap se bhi juda kar chale Dikhayi diye yun ke bekhud kiya Dikhayi diye yun Aur Kya Ahde Wafa ( Sunny - 1984 ) Aur kya ahde wafa hote hain log milte hain judaa hote hain kab bichad jaaye humsafar hi to hai kab badal jaaye ek nazar hi to hai jaan-o-dil jispe fidaa hote hain baat nikli thi is zamaane ki jisko aadat hai bhool jaane ki aap kyun humse khafaa hote hain jab sataa lete hain jee bhar ke hamein jab rula lete hain jee bhar ke hamein tab kahin khush wo zaraa hote hain

gulzar sahab ki gazal... masoom se tujhse naraz nahi zindagi hairan hoon mein, haan hairan hoon mein... tere masoom sawalon se pareshan hoon mein, haan pareshan hoon mein... jineke liye socha hi nahi dard sambhalne honge, muskuraye to muskurane ke karz utarne honge, muskuraye j0o kabhi to lagta hai , jaise hothon pe karz rakha hai.... aaj ager bher aai hai boonde'n baras jayegi, kal kya pata kis ke liye aankhye'n taras jayengi, jane kaha'n goom hua, kaha'n kho gaya, ek aansoo choopa ke rakha tha..... Jhuki Jhuki Si Nazar - Arth Lyrics Hindi Song Title: Jhuki Jhuki si nazar bekarar Hindi Movie/Album Name: ARTH Singer(s): JAGJIT SINGH Hindi Lyrics: Jhukin jhukin see najar bekaraar hain ke naheen dabaa dabaa saa sahee dil mein pyaar hain ke naheen too apane dil kee jawaan dhadakanon ko gin ke bataa meree tarah teraa dil bekaraar hain naheen wo pal ke jis mein mohabbat jawaan hotee hain us ik pal kaa tuze intajaar hain ke naheen teree ummeed pe thhukaraa rahaa hoo duniyaan ko tuze bhee apane pe ye ayetabaar hain ke naheen

You might also like