Urdu Question
Urdu Question
Ans:- Janab Asghar Sodai Ne 1944 Mein Tehreek Pakistan Kay Zamanay Mein Tajveez Kiya.
Q:- Dunya Ka Sab Se Buland Tareen Control Tower Kis Airport Ka Hy Aur Is ki Onchai Kitni Hay?
Ans:- Rovoici Charlice Degaan Airport Ka Tower 80 Metr Buland Hy.
Q;- Dunya Ki Sab Se Anokhi Mefoz Tehreen Aur Sab Se Qeemti Tehreen Car Kis Badshah Kay
Liye Bnai Gai?
Ans:- Mahzol Shah Iran Raza Shah Palwi Kay Liye.
Q:- Woh Konsa Mulkh Hay Jis Ki Hakoomat Aurton Ko Shoheron ki Maar Ki Waja Se Zakhmi
Honay Par Mowza Adaa Karti Hay?
Ans:- Bartania Ki Hakoomat.
Q:- Habib Bank Limted Ka Head Office Is Waqat Krachi Mein Hy Pakistan Bannay Se Pehlay
Kahan Tha?
Ans:- Bombai Mein.
Q;- Mukamal Se Mukamal Sooraj Gehran Kitnay Mins Tak Rehta Hy?
Ans:- 4-1/2 Mins Tak.
Q:- Dunya Ki Sab Se Pehli Badshahet Kis Mulkh Mein Qaim Hui?
Ans:- Missar Mein.
Q:- Sab Se Pehly Traffic Isharay Kab Aur Kahan Lagaye Gaye?
Ans:- 1868 Ko London Kay Parliment Chowk Mein.
Q:- James Bond 007 Bartanvi Secrate Service Kay Khaliq Ka Name Kia Tha?
Ans:- Oin Fleaming Apnay Betay Ki Salgirah Kay Moqah Par Heart Attack Se Intiqal Kar Gaya Is Ki
Umer 56 Saal Thi.
Q:- Iqwaam Mataddah Ki Tareekh Mein Wo Konsa Moqah Hy Kay Jab Saddar Ki Taqreeb Se
Qabbal Quran Majeed Ki Talawat Ki Gayi?
Ans:- Jab Genral Muhammad Zia.ul.Haq Shaheed Ne Alim Islam Ka Nmainda Honay Ki Haseesh
Se Iqwam Mataddah Kay 35wein Ijlaas Se Khitaab Kia.
Q:- Hakomat Ne khulfa.e.Rashdeen,Sahaba Karam Aur Ehl.e.Bait Ki Shaan Mein Gustakhi Karnay
Walo Ki Saza Kab Aur Kia Maqarar Ki?
Ans:- 3 Saal Qaid Baamshkat Aur Jurmana 15Sep1980 Ko.
Q:- Woh Konsi 2 Hastian Hein Jino Ne Poori Roye Zameen Par Hakomat Ki?
Ans:- Hazrat Suleman A.s Aur Hazrat Sakandar Zowalqarneen A.s.
Q:- Woh Konsi Hasti Hay Jis Ki Hakomat Sirf Zameen Par Nai Balkay Asmano Par Bi Hy?
Ans:- Aeina Jamal Kabriya, Ahmed Mujtba Rsalat Maab Hazrat Muhammad Mustafa (s.a.w).
Q:- Har Janwar Ka Khoon Napak Hota Hy Lekin Aik Janwar Aisa Hy Jis Ka Khoon Pak Hota Hy Is
Ka Name Btaiye?
Ans:- Machhar.
Q:- Sayary Sitary Sooraj Chand Kaisy Banay?
Ans:- Aik Azeem Dmaka Howa Jo (Big Bank) Kehlata Hy Jis Kay Natijay Mein Kehkshaon Ki
Shakal Mein Zaher Howay.
Q:- Zameen Ki Androoni Aur Behrooni Partein Kis Tarah Ki Hein?
Ans:- Qasher.e. Arz Jis kay Uper Hum Rehtay Hein Kisi Thoss Chilkay Ki Tarah Hy Jab Kay
Kra.e.Zameen Ki Androoni Partein Neit garam Aur Mayah Hein.
Q:-Unglion Kay Poron Ki Kya Khasosiat Hy?
Ans:- Kisi Bi 2 Insano Kay Poron Kay Nishan Aik Jaisy Nai Hotay Hatta kay Hum Bhai he Kio Na
Hon.
Q:- Unglion Kay Poron Ki Tehqeeq Sciencei Treeqa Kab Hui?
Ans:- Sir France Ghayite Ki Tehqeeq Kay Baad 1880 Mein Nishanat Inghst (Finger Print) Ko
Shanakhat Kay Sceincei Tareekay Ka Darja Hasil Howa Tha.
Q:- Woh Konsa Sitara Hay Jo 13 Lakh 13 Hazar 56 Zameeno Kay Braber Hy?
Ans:- Sooraj.
Q:- Insani Jism Mein Haddion,Paslion,Sir Kay Balon Aur Musaamo Ki Tadad Kitni hy?
Ans:- Haddian 206,Paslian 24,Sir Kay Baal 15 Hazar Musaamo Ki Tadad Taqreban 25 Lakh?
Q:- Sooraj Ka Qatar Kitna Hy?
Ans:- 8 Lakh 64 Hazar Meel Qatar Hy.
Q:- Sooraj Ka Wazan Zameen Se Kitnay Gunna Ziada Hy?
Ans:- 3 Lakh 32 Hazar Gunna Ziada Hy.
Q:- Sooraj Ki Sattah Ka Darja Hararat Kitna Hy?
Ans:- 5500 Se 6000 Darja Centi Grade Tak Hy.
Q:- Sooraj Kay Markaz Ka Darja Hararat Kitna Hy?
Ans:- 1 Karor 20 Lakh Centi Grade Hy.
Q:- Chaand Ka Qatar Kitna Hy?
Ans:- 2160 meel.
Q:- Zameen Ki Gardash Kitni Kism Ki Hy.
Ans:- 2 Kism Ki Hy Aik Gardash Mahori Jis Se Din Badalta Hy Dusri Gardash Dwari Jis Se Mosam
Badaltay Hein.
Q:- Shamshi Tawanai Se Chalnay Wala Asia Ka Pehla Light House Aur Light Tower Kahan
Tehmeer Kiya Gya?
Ans:- Jazera Khaddi Kay Maqam Par Port Qasim Krachi Mein Lagaya Gya.
Q:- Khana Kaaba Ki Tehmeer Kin Paharon Kay Pathron Se Ki Gayi?
Ans:- 5 Paharon Kay Pathron Se. 1.Toor Seena 2.Toor Zeitoon 3.Jabal.e.Lebnon 4.Jabal.e.Jori
5.Jabal.e.Hehraa.
Q:- Dunya Mein Sab Se Pehlay Bhaeir Kay Balon Se Labas Bna Kar Kis Ne Pehna?
Ans:- Hazrat Adam A.s.
Q:- Zameen Apne Mahor Mein Sooraj Kay Gerd Kitni Raftaar Se Gardash Kartay Howay Apna
Chakar Kitni Dair Me Mukamal karti Hay?
Ans:- Raftaar 18 Meel 1Second Kay Hisab Se 365 Din 5 Gantay 48 Mins Me Apna Chakar
Mukamal Kari Hy.
Q:- Zameen Jis Rastay Par Sooraj Kay Gird Chakar Lgati Hy Isay Kia Kehtay Hen?
Ans:- Woh Rasta Mdaar Kehlata Hy.
Q:- Shahab Saqib Kis Cheez Ka Bana Howa Hy?
Ans:- Shahab Saqib Amumma Pathar Ka Bna Hota Hy Is Mein Is Mein Pthar Aur Loway Kay Kay
Markab Paye Jatey Hein.
Q:- Roshni Ki Raftaar Kitni Hy?
Ans:- Roshni Ki Raftaar 1Lakh 86 Hazar Meel Per Second Hy.
Q:- Roshni Kia Hy?
Ans:- Roshni Qoowat Ki Aik Shakal Hy.
Q;- Sooraj Ki Roshni Zameen Ki Taraf Kis Shakal Mein Safar Karti hy?
Ans:- Roshni Lehron Ki Shakal Mein Dorhti Hy Yeh Lehren Choti Choti Hoti Hein Humein Dikhai
Nahe Deti Hein Seedhi Kernein Nazar ati Hein.
Q:- Insani Ankh Begair Dorbeen Kitnay Sitary Dekh Sakti hy?
Ans:- 2 Hazar Sitary Dekh Sakti Hy.
Q:- Zameen Ka Darmaini Tibka Kis Cheez Par Mushtamil Hy?
Ans:- 2250 Meel gehra Hy.
Q:- Zameen Ka Darmaini Tibka Kis Cheez Par Mushtamil Hy?
Ans:- Chtani Maday Par Mushtamil Hy Jo Qadray Garam Kahen Surkh Aur Kahen Safaid Hy Ye
Mada Atish Fishaan Phat'ta Hy Tou Mada Bahir Niklta hy.
Q:- Zameen Ka Markazi Hissa Kis Cheez Par Mushtamil Hy?
Ans:- Yeh Hissa Pgaltay Loway Aur Nkal Par Mushtamil hy.
Q:- Zameen Ki Behrooni Prat Par Kia Paya Jata Hy?
Ans:- Mahdniaat Aur Gasses Paai Jati Hein.
Q:- Sab Se Bara Smunder Konsa Aur Is ka Raqba Kitna Hy?
Ans:- Behralkahil Raqbq Meels Mein 64186000 Samunder Kay Kul Raqba Ka 46% Hy.
Q:- Zameen Ka Sab Se Bara Jazera Aur Sab Se Chota Jazera Kitnay Marba Meels Ka Hy?
Ans:- Bara Greenland Behr.e.Manjamand Shmali 840000 Marba meel Chota Srilanka Behr.e.Hind
25,332.
Q:- Zameen Par Sab Se Bara Darya Konsa Hy Is Ki Lmbai Kitni hy?
Ans:- Darya.e.Neel Lambai 4157 Meels.
Q:- Zameen Par Sab Se Chota Darya Konsa Hy Is Ki Lambai Kitni Hy Jo Samundar Mein Girta Hy?
Ans:- Darya.e.Dajla Lambai 1180 Meels.
Q:- Abadi kay Lehaz Se Dunya Ka Sab Se Bara Sheher Konsa hy?
Ans:- Shungai (China).
Q:- Mont Averist Dunya Ki Buland Tehreen Choti Hy Ye Konsay Pahari Silslay Mein Waqya Hy Is Ki
Bulandi Kitni Hy?
Ans:- Kowah Hamalia Silslay Mein Waqya Hy Is Ki Bulandi 29145 Feet Hy.
Q:- K-2 Dunya Ki Dosri Bari Choti Hy Yeh Kis Pahari Silsly Mein Waqya Hy?
Ans:- Koh.e.Qraqrm Pahari Silslay Mein Waqya Hy Is Ki Bulandi 28250 Feet Hy.
Q:- Dunya Mein Sab Se Bara Pull Kis Mulkh Mein Hy Aur Kis Cheez Ka Bna Howa Hy?
Ans:- Pull Ka Name Leek Pontchar Train Number 1 Amrica New Ower Lens Lambai 126055 Feet.
Q:- Sab Se Bara Bannd Kis Mulkh Ka Hy Aur Kis Darya Par Waqya Hy?
Ans:- Roos (Rusia) Lmbai 1066 Feet Buland Darya Ka Name Dajish.
Q:- Sab Se Bara Zilzla Kis Year Me Aya Aur Kitna Jani Nuqsaan Howa?
Ans:- 1556 Mein Shani (China) Me Aya Jo Zilzla 8 Lakh 30 Hazar Ifrad Halak Howay.
Q:- Dunya Ka Konsa Khail (Sports) Khatarnaak Kis Mulkh Mein Hota Hy?
Ans:- Spain Mein Bull Fighting.
Q:- Dunya Kay Kis khail Ki Wajah Se Sab Se Ziada Tamashai Larkay Martay Hein?
Ans:- Football.
Q:- Dunya.e.football Ka Jadoogar Kis Ko Kehtay Hein?
Ans:- Brazeli Footballer (Peelay) Ko.
Q:- Wo Konsay 2 Khail Hen Jin Mein Pechay Reh Janay Wala Fattah Qrar Daita Hy?
Ans:- 1. Rassa Kashi 2. Ulta Tehrna.
Q:- Asia Ka Pehla Astrotruff Kahan Bechaya Gaya?
Ans:- Hockey Stadium Me Dosray Champion Tropphy Hockey Tornoment Kay Liye.
Q:- India Aur Pakistan Kay Darmain Honay Walay 3 January 1980 Ko Hockey Match Mein India Ko
Kitnay Gol Se Shakast Hui?
Ans:- 7 Gol Se India Sirf Aik Gol Karska
Q:- Dosri Champions Hockey Tournoment Ka Akhri Match Kin Teams Kay Darmain Khela Gaya Aur
Kis Ne Jeeta?
Ans:- Pakistan Vs Holand Pakistan Ne 2 Kay Muqablay Me 3 Gol Se Jeeta.
Q:- Aisay Khel Me Jin Me Ball Istamal Hoti Hy Btaiye in Khelon Me Kis Kheil Kay Liye Sab Se
Baray Medaan Ki Zarorat Hoti Hy Aur Is Ki Lambai Kitni Hoti Hy?
Ans:- Polp 300 Ghzz.
Q:- Cycle Par Sakin Rehnay Ka Muzahira Sab Se Ziada Kitni dair Ka Hy Aur Kis Ne Kia?
Ans:- Aik Amrici Cycle Sawar Devod Steel Ne 25 November 1977 Ko 9 Gantay 15 Mins Tak.
Q:- Boxing Me Sab Se Ziada Kis Boxer Ne Sab Se Ziada Dolat Kamai?
Ans:- Muhammad Ali Amrici Boxer Ne.
Q:- Shatring farsi Kay Kis Lafaz Se Ikhaz Kia Gaya Hy?
Ans:- Farsi Kay Lafz Shah Se.
Q:- Kis Mulkh Me Shatring Kay Khelari Sab Se Ziada Hen?
Ans:- Rusia Me.
Q:- Sab Se Ziada Aik Football Kay Match Mein Halak Aur Zakhmi Honay honay Walay Tamashaion
Ki Tadad Kitni Hy Aur Ye Mach Konsi Teams Kay Dermain Tha?
Ans:- Argentoyn Aur Pero kay Dermain Football Match Kay Doraan Refree Kay Aik Faislay Par
Jagra Hogaya Jis Mein 300 Ifraad Halak Aur 500 Zakhmi Howay 24 May 1964.
Q:- Cricket Ki Tareekh Kay Is Bowler Ka Name Btaiye Jis Ki Bowling Kay Doraan Ball Se Chirya
Halak Hui?
Ans:- Majid Khan Kay Walid Jhangir Khan Ki Bowling Karwany Par Hui.
Q:- Woh Chirya Kis Mulkh Mein Halak Hui Isay Kis Hjaeb Ghar Mein Rakha Gaya?
Ans:- England Mein Lord Kay Hjaeb Ghar Mein.
Q:- Woh Konsa Musafir Hy Jis Ne Zindagi Mein Aik Bar Safar Kiya?
Ans:- Jabal.e.Toor Cena.
Q:- Murgh Apni Awaz Mein Kaya Kehta Hy?
Ans:- Ay Ghaflo Allah Ko Yaad Karo. (Farman Hazrat Ali Karm)
Q;- Mendak Apni Tarrr Tarrr Awaz Mein Kiya Kehta Hy?
Ans:- Paak Hy Woh Zaat Jis ki Tehreef Samundron Mein Hoti Hy.(Farman Hazrat Ali Karm)
Q:- Woh konsi Cheez Hy Jo Kainaat Mein majood Hy Magar Allah Ne Isay Khalaq Nai Kiya?
Ans:- Quraan.e.Paak Aur Deigar Asmani Kitabein Kion kay Woh Allah Ka Kilam Hy Aur Is Ki Sifat
Hy Makhlooq Nahe.
Q:- Woh Konsi Zheez Hy Jo Allah Kay Pas Nahe?
Ans:- Zulam,Hajazi.
Q:- Woh Konsi Cheez Hy Jo Saans To Leiti hy Magar Roh Nahe Rakhti?
Ans:- Allah Tahalah Quraan.e.Paak Mein Farmata Hy Subah Ki Kism Jab Woh Sans Leti Hy.
Q:- Woh Konsa Drakht Hy Jis Kay Nechay Arbi Nasal Ka Gohra (Hourse) Aik Hazar Saal Tak
Baghta Rehy Tab bi Is Kay Saye Se Nahe Nikal Sakta?
Shajjar.e.Tooba Jannat Ka Drakht.
Q:- Woh Konsa Drakht Hy Jo Pani KAy Begair Paida Howa?
Shajjar.e.Younas Kaddoo.
Q:- Woh Konsa Prinda Hy Jo Jitni Raftaar Se Sedha Urta Hy Utni Raftaar Se Pechay Ki Taraf Urta
Hy Aur Kahan Paya Jata Hy?
Ans:- Austrulia Mein Paya Janay Wala Happing Bird.
Q:- Azadi Pakistan Ka Ilaan Kab Howa?
Ans:- 3 June 1947 Ko.
Q:- Quid.i.Azam Ko Bartanwi Parliment Ne Kab Pakistan ka Governer Genral Muntahib Kiya?
Ans:- 3 August 1947 Ko.
Q:- Quid.i.Azam ko Kab Muslim Leauge Ka Mustaqil Saddar Muntahib Kiya?
Ans:- 1934 Mein.
Q:- Baani.e.Pakistan Ka Intiqal Kis Bemari Ki Waja Se Howa?
Ans:- Phephron Ki Bemari Ki Waja Se.
Q:- Mzaar.e.Quid Ka Naqsha Kis Ne Tayar Kiya?
Ans:- Yakhya Merchant Ne.
Q:- Baani.e.Pakistan Ki Siyasi Zindagi Kitnay Years Par Muheet Thi?
Ans:- 42 Years.
Q:- Pakistan Ka Sab Se Bara Aur Sab Se Chota Dariya (River) Konsa Hy?
Ans:- Sab Se Bara Dariya Darya.e.Sindh Aur Sab Se Chota Darya Darya.e.Raavi Hy.
Q:- Pakistan Ki Sab Se Bari Nehr Konsi Hy?
Ans:- Nehr Allied Braaj.
Q:- Pakistan Ki Sab Se Lambi Srreng Konsi Hy Is Ka Name Btaiye?
Ans:- Lawari Srreng Lambai 5 Kilo Meter.
Q:- Pakistan Ka Qoumi Nehra Kiya Hy?
Ans:- Pakistan Zindabad.
Q:- Pakistan Itemi Taqat Kab Bana Aur Is Din Ko Kiya Kaha Jata Hy?
Ans:- 28 May 1998 Bemqaam Chaghi 5 Itemi Tajurbat Aur Is Din Ko Yaom.e.Takbeer Kehty Hein.
2. Ghalib ne urdu ki kis kitab ko alfaaz ka bhatyar khana qarar diya hai?
Fasana e ajaa'ib
3. Urdu me mazmoon ki sinf ko kis ne muta'rif karaya?
Sir Syed Ahmad Khan
4. Kis novel me haraam o halal ka nazariya pesh kiya gaya hai?
Raja gidh
5. Kis afsana nigar ne apnay afsaano me ziyaada tar dehi mua'sharat ko pesh kiya?
Ahmad Nadeem Qasmi
6. Kis afsaanay ka bunyadi mozu tasanna or zahirdari hai?
Overcoat
8. "mitti ka diya" sinf kay aitbar se kya hai?
Khud navisht
10. Kis shairah kay haan "khusboo" lafz tawatar k sath istemal hua hai?
Perveen Shakir
15. Kis naqaad ne anees or dabeer kay kaam ka jaiza ek sath liya hai?
Shibli
18. "Akhbar Urdu" ka taluq kis idaaray se hai?
muqtadira qaumi zuban
19. Pakistan adab ki tahreek ki awaleen awaz kis ne buland ki?
Muhammad Hasan Askari
20. "Taa'subaat" kis naqqad kay tanqeedi mazameen ka majmooa hai?
Fateh Muhammad Malik
1. Dakkan me urdu kay aghaz kay nazariye ka bani kon hai?
Naseer Ud din Hashmi
2. Ghalib ne urdu ki kis kitab ko alfaaz ka bhatyar khana qarar diya hai?
Fasana e ajaa'ib
3. Urdu me mazmoon ki sinf ko kis ne muta'rif karaya?
Sir Syed Ahmad Khan
15. Kis naqaad ne anees or dabeer kay kaam ka jaiza ek sath liya hai?
Shibli
18. "Akhbar Urdu" ka taluq kis idaaray se hai?
muqtadira qaumi zuban
19. Pakistan adab ki tahreek ki awaleen awaz kis ne buland ki?
Muhammad Hasan Askari
20. "Taa'subaat" kis naqqad kay tanqeedi mazameen ka majmooa hai?
Fateh Muhammad Malik
1. Dakkan me urdu kay aghaz kay nazariye ka bani kon hai?
Naseer Ud din Hashmi
2. Ghalib ne urdu ki kis kitab ko alfaaz ka bhatyar khana qarar diya hai?
Fasana e ajaa'ib
3. Urdu me mazmoon ki sinf ko kis ne muta'rif karaya?
Sir Syed Ahmad Khan
4. Kis novel me haraam o halal ka nazariya pesh kiya gaya hai?
Raja gidh
5. Kis afsana nigar ne apnay afsaano me ziyaada tar dehi mua'sharat ko pesh kiya?
Ahmad Nadeem Qasmi
15. Kis naqaad ne anees or dabeer kay kaam ka jaiza ek sath liya hai?
Shibli
18. "Akhbar Urdu" ka taluq kis idaaray se hai?
muqtadira qaumi zuban
19. Pakistan adab ki tahreek ki awaleen awaz kis ne buland ki?
Muhammad Hasan Askari
20. "Taa'subaat" kis naqqad kay tanqeedi mazameen ka majmooa hai?
Fateh Muhammad Malik
5)Nazm "Manto" kis shairi majmooa mein hai?
Shab e rafta
6)"Haasil na kijye daher se ibrat he kyon na ho"____ka misraa hai
Mirza Ghalib
7)Theudor Morison ka ziker____k khakay mein hai.
Sir Syed Ahmad khan
8)Heart Attack______ki nazm hai.
Faiz Ahmad faiz
9)Naeem_____ka kirdaar hai.
Udaas naslen
10)_____Aagra mein paida hue aur Delhi mein Mughal darbar se wabasta rahay..
Mirza Ghalib
11)"Aik Khadim e Khalq ki kahani"_____ki tehreer kerda hai.
Ch.Afzal haq
12)Intekhab e kalam e Meer pehli baar kab shaya hua?
1930
13)____1911 mein Sialkot mein paida hue aur lahore mein wafat payi.
Faiz Ahmad Faiz
14"Mein he tou ik raaz tha seena e kaainat mein"_____ka misraa hai.
Iqbal
15)"be'khudi le gayi kahan ham ko
daer se intezaar hai apna"______ka sher hai
Meer taqi Meer
16)Prof Sohail____ka kirdaar hai.
Raja Gidh
17)Khawaja Altaf Hussain Haali_____k mushayiron mein shareek hue,
Anjuman e Panjab
18)Shibli Naumani ki "Seerat un Nabi" ko ____ne mukammal kia
Syed Suleman Nadvi
19)Mah o saal e aashnayi_____ka safarnaama hai.
Faiz Ahmad faiz
20-aamon ki tareef mein masnavi kis ne likhi?
Ghalib
21-Meer ki aik Masnavi ka unwaan____hai
khawb o khayal
22-Baal e jibreel k ibtadaai safhay per sirf aik shaer hai,jisay Allama Iqbal ne "Bhartar hari
se Mansoob kia hai,ye shayir kis daur ka hai?
uneesveen sadi
24-Shab e rafta mein nazmen aur ghazlen___unwaanat k tehat likhi gayi hain.
3
29-"Ham urdu mizaah k ahd e yousafi mein jee rahay hain" kis ka qaul hai?
Dr.Zaheer fateh poori
Baal e jibreel k ibtadaai safhay per sirf aik shaer hai,jisay Allama Iqbal ne "Bhartar hari se
Mansoob kia hai,ye shayir kis daur ka hai?
uneesveen sadi
Shab e rafta mein nazmen aur ghazlen___unwaanat k tehat likhi gayi hain.
3
"Ham urdu mizaah k ahd e yousafi mein jee rahay hain" kis ka qaul hai?
Dr.Zaheer fateh poori
8)Ulti ho gayin sab tadbeeren kuch na dawa ne kaam kia'kis shayir ka misraa hai?
Meer Taqi Meer
9)Roshan aagha kis novel ka kirdaar hai?
Udas Naslen
10)Hill station,Professor aur chand tasveer e butaan kis kitab mein shamil hain?
Khakim ba'dehan
11)Shah nama ki sinf shayiri k kis zumray mein aati hai?
Rizmiya
12)Khawaja banda nawaz gaisoo daraz ka ziker kis kitab mein hai?
Urdu ki ibtedaai nashonuma mein soofiya e karam ka hissa
13)Taareekh e adbiyaat e pak o hind k kisi aik murateb ka naam likhen.
Fayyaz Mehmood
14)Taloo e Islam Iqbal k kis majmooye mein shamil hai?
Baang e dara
15)Mayi Taajo Ahmad nadeem Qasmi k kis afsanay ka markazi kirdar hai?
Kapas ka phool
16)Manzil e shab kis ki tasneef hai?
Mukhtar Saddique
17)Udas naslen kitnay abwaab per mushtamil hai?
50
18)Khakim ba'dehan mein kitnay khakay aur mazahiye shamil hain?
8
19)Kapas ka phool mein kitnay afsanay shamil hain?
17
20)chand ham aser mein kitnay khaakay shamil hain?
24
urdu ka pahla ghazal go shair: wali dakni
urdu mein nazam ka bani: Nazir akbar abadi
khizara-rah,tulay-e-islam,masjid-e-qartabia aur saqi nama writen by: IQBAL
Noon-meem-Rashid ka majmooa kalam "MAVRA" published in 1942, was firsy majmooa of
urdu adab.
mulvi nazir ahmad dahlvi was the first naval nigar in urdu adab.his novel
15. Kis naqaad ne anees or dabeer kay kaam ka jaiza ek sath liya hai?
Shibli
18. "Akhbar Urdu" ka taluq kis idaaray se hai?
muqtadira qaumi zuban
19. Pakistan adab ki tahreek ki awaleen awaz kis ne buland ki?
Muhammad Hasan Askari
20. "Taa'subaat" kis naqqad kay tanqeedi mazameen ka majmooa hai?
Fateh Muhammad Malik
1. Dakkan me urdu ka nazarya kis ne paish kiya?
Naseer Ud din Hashmi
2. Urdu me adverb ko kya kehtay hain?
Mutliq fael
3. "Liye" ki durust imla konsi hai?
jis k neechay 2 nuqtay hon aur ooper hamza na ho.
4. Urdu me pehli taba zaad dastaan konsi hai?
Fasana e ajaa'ib
5. Fort William college kay pehlay principal kon thay?
David Brown
6. "Masnavi Zehar Ishq" kis ki tasneef hai?
Mirza shauq
7. "Masjid Qartaba" Allama Iqbal kay kis majmooay me shamil hai?
Baal e jibriel
8. "Khutbat-e-Iqbal" ka sab se pehla tarjuma kis ne kiya?
Nazeer Niazi
9. "Kulyaat-e-Meer" ka pehla edition kis ne shaya kiya?
Fort William College
10. "Is nazm me" kis ki ki kitab hai?
Meera Ji
11. "Hasan Kooza Gar" kis ki nazm hai?
Noon-Meem-Rashid
12. "Takhleeqi Amal" ka musannif kon hai?
Wazeer Aagha
13. "Nimrat-ul-Kamal" kis ki tasneef hai?
Amir Khusru
14. "Musafir in London" kis ka safar nama hai?
Sir Syed
15. "Hujjat-ul-Islam ka kirdar Nazeer Ahmed ne kis novel me paish kiya hai?
Ibn ul Waqt
16. "Maa'khaz" kis ka shairi majmooa hai?
Iftikhar Jalib
17. "Kulyaat-e-Yagana ka murattib kon hai?
Mushaffaq Khawaja
18. "Teesray darjay ka musafir" kis ka tanqeedi majmooa hai?
Waris Alvi
19. "Gard-e-Rah kis ki khud nawisht hai?
Akhter Hussain Raye Poori
20. "Tanqeed ki azadi" kis ka tanqeedi majmooa hai?
Muzaffar Ali Syed
Abdul haleem Sharar urdu ka_______Walter Scott
Wali Dakni urdu zuban ka_________T.S.Eliot
shaayir e inqilaab______Josh Maleeh abadi
Firdosi e Islam______Hafeez jalandhri
Urdu ka sab se bara jasoosi novel nigaar________Ibn e safi
shahenshah e zarafat______Akbar Ala abadi
Raees ul mutaghazleen_____Iqbal
Toti e Hind________Amir khusru
Isteaa'ron ka baadshah______Najm ud din aabru
haivan e zareef________Ghalib
urdu shayiri ka baava adam______Wali dakni
novel nigaari ka Ibarat brailvi______Qudrat Ullah Shahab
pehla sahib e deevan shaa'ir______Wali dakni
urdu ka chaashar_____Wai Dakni
Ghalib shikan__________Yagana changezi
1)Masnavi "gulshan e Ishq" kis ki tasneef hai?
Nusrati
2)Kis muhaqqiq ne urdu zuban ko marhati ki sagi behn qaraar dia?
a)Ain ul Haq Farid koti
b)Sohail Bukhari
c)Shaukat sabzwaari
3)Sonnet kitnay misron per mushtamil sinf e sukhan hai?
14
4)"Logo Markeziat" kis maghrabi naqqad ki istelaah hai?
a)Xak dareeda
b)Meeshal Foko
c)Franciso leutar
5)Shaiyiri mein "shakhsiat ki nafi" ka tasawwur kis maghribi naqqad ne paish kia?
Eliot
6)Ghalib ka san e wafat?
1869
7)"Mukhzin" ka pehla shumara kab shaya hua?
April 1901
8)"kaii chand thay ser e aasman" kis ka novel hai?
c)Shams ud din Farooqi
9):Tanqeed aur amli tanqeed k musannif ka naam?
Ahtasham Hussain
10)Allama Iqbal ki nazm "Zauq o shauq" un k kis majmmoay mein shamil hai?
Baal e Jibriel
11)Talkhaba e sheereen kis ka shaeri majmooa?
Hafeez Jalandhri
12)Anjuman e Punjab se wabasta maroof angrez shakhsiat?
Dr. Lietner
13)Muqadamma sher o shairi ka saal e ishayat?
a)1891
b)1892
c)1893
14)Tarraqi pasand tehreeq ki pehli conference kaha munaqqid hui?
Lakhnao
15)"ishq o inqilaab kis taraqqi pasand shaair ki kullyat hai?
Zaheer Kashmiri
16)"halqa arbab e zauq" ka pehla ajlaas kis ki zer e sadarat hua?
Hafeez Hoshiyar Poori
17)"aaraish e mehfil" mein kon sa qissa bayan hua hai?
Hatim Taai
18)Dil gudaaz k mudeer ka naam?
Abdul haleem sharar
19)Sir Syed ki zindagi mein tehzeeb ul akhlaq ka aakhri shumara kab shaya hua?
1897
20)Sham ki mundair se"kis noyiat ki tasneef hai?
khud navisht
1. Elm ul Iqt'saad k Musanif ka naam batain?
Allama Iqbal
2. Daar ul Musanifeen Azam Garh k baani ka naam batain?
Shibli
3. Jahan e Danish kis Noyat ki tasneef hai?
Sawan'h e Hayat -Autobiography of Ihsan Danish
4.Ismaeel Mairthee kis hasiyat se mashhoor hain?
Bachon k Shayer
5. "Aab e hayat" k musanif ka naam batain ?
Muhammad Hussain Azad
6. "Asbab e baghawat e Hind" kis ki tasneef hai?
Sir Sayyed
7. "Awaaz Dost" k musanif ka naam batain?
Mukhtaar Masood
8. Muslim University Ali Ghar kis san mein University bani?
1920
9. Doctor Jaan Gul Crist Fort william college main kia thay?
principal
10. Mashhoor mushtraq "Gaarsan Ditasi" Ka taluq kis mulk se tha?
?
11. Novel "Talash e Baharan" ki musanifa ka naam?
Jameela Hashmi
12. 'Raani Kaitki' ki kahani ka musanif kon hai?
Insha Ullah Khan Insha
13.' Bajang Aamad' k musif ka naam bataeye?
Col. Muhammad Khan
14. Shaeri majmooa "Khushboo" ki Shaaira ka naam?
Parveen Shakir
15. Urdu adab ki mukhtasir tareekh kis ne likhe?
Doctor Saleem Akhtar
16. Urdu ki pahli novel nigar khatoon?
Rasheeda Nisa
17. Meer Taqi Meer k kitnay deewan hain?
6
18. Raes ul Mut'ghazleen kis shaair ka khataab hai?
Hasrat Mohani