Best Hindi Sheyar For Annual Function Anchoring by Vijay Heer 2014
Best Hindi Sheyar For Annual Function Anchoring by Vijay Heer 2014
Best Hindi Sheyar For Annual Function Anchoring by Vijay Heer 2014
Dost to duniya me bahut milte hai, magar dost banao aisa jisase door ja na sako
Wada jo aapne kiya, wo bade km waqt me nibhaya hai Patjhar ke is veeran mausam me bhi phoolon ko khilaya hai Darja badhaya hai is skool ka, ilake ka, hr sapna sach kr dikhaya hai Aapki nazar e inayat se hi sabne ye tohfa aur makaam paya hai
CHAL PADI HAI WO SARKARI BUS, JISAKE KHATIR KI THI FARIYAD AISI HI TEZI SE CHALE RAHE AAP TO HAR DIL PE HOGA AAPKA RAAJ.
Himmat E Hausla
Aandhiyon me bhi jaise kuch chirag jala kartey hai, Utni hi himmat e hausla hum bhi rakha kartey hai, Manzilon abhi aur dur hai hamari Manzil, Chaand sitarey to raahon me mila kartey hai.
Seediyan ho mubarak
Seediyan ho mubarak unhe, Jinhe sirf chhaton tak jaana hai, Aasma hai meri manzil, Mujhe aapna raasta khud banana hai.
tumne na chaha nahee too halat badal sakte thhen tere ansoo mere ankho se nikal sakte thhen tum too thaire ek jheel ke panee kee tarha dariy bante too kahee door nikal sakte thhen
Soch Ko Badlo
Soch ko badlo, sitare badal jayeng, Najar ko badlo, nazare badal jayenge, Kashtiya badalne ki jarurat nahi, Dishaon ko badlo, kinare badal jayenge.
HO KE MAYOOS NA YOON SHAAM SE DHALTE RAHIYE, ZINDAGI BHOR HAI SURAJ SA NIKALTE RAHIYE, EK HI PAON PE THAHROGE TO THAK JAOGE, DHIRE-DHIRE HI SAHI RAAH PE CHALTE RAHIYE.
2 Kabhi Zameen Mat Chodna: Samne ho manzil to raaste na modna, Jo bhi mann mein ho wo sapna na todna, Kadam kadam pe milegi mushkil aapko, Bas sitare chun-ne ke liye kabhi zameen mat chodna.
3 Kuch Ker Kay Dikha Diya..... Kuch kar kay dikha diya, ki kaam bohut hain, Is jahan main jeetnay walay muqaam bohut hain, Mukammal shakhs wahi jo duniya ko badal dalay, Roz mar mitney walay naam bohut hain.
Nazar Ko Badlo To Nazare Badal Jate Hai, Soch Ko Badlo To sitare Badal Jate Hai, Kashtiya Badal ne ki jarurat nahi, Disha Ko Badlo to Kinare Khud-b-Khud badal jate hai.
5 Taqdeer Ka Suraj: Hosley buland kar raaston par chal de, Tujhe tera mukaam mil jayega, Akela tu pehel kar, Kaafila khud bann jayega, Maysoos hokar na umeedon ka daman chhod, Varna khuda naraz ho jayega, Thokron se na tu ghabra, Har padaav par apne aap ko aur mazboot payega, Nakamyabi ki dhund se na ghabrana, Kaamyabi ka suraj teri takdeer roshan kar jayega. 6Yun to umar hai bahut choti si, Par har chote se lamhe ko tu ji bhar ke ji le, Khwab si is zindagi mein, Khwab aise bun, Ki leke rukhsat is jahaan se khule jab aankhein teri Tab kar khuda se saamna kabhi jhuke na teri nazar...... 7 HAWAON SE KEH DO APNI AUKAAD MEIN RAHE HUM PAIRO SE NAHI HOSLO SE UDA KARTE HAIN
8. SAPNE NAHI TOOTA KARTE SATH NAHI REHNE SE RISHTE NAHI TUTA KARTE WAQT KI DHUNDH SE LAMHE NAHI TUTA KARTE LOG KEHTE HE MERA SAPNA TOOT GAYA TOOTI NEEND HAI SAPNE NAHI TUTA KARTE
9. Nigaho Mein Manzil Nigaho mein manzil thi, gire aur gir kar sambhalte rahe, hawao ne bahut koshish ki, magar chirag aandhiyo mein bhi jalte rahe.
10. Khwaab Zinda Rakh agar aankhein teri zinda hai to inn mein khwaab bhi zinda rakh mayoosi le jati hai kufr ki janib hardam ummeed-e-fatah rakh ragon mein jab khoon rawan hai ab tak to koshishein apni rawan rakh
11. Tujhe Mile Tu Jo Chahe Abre Rehmat Teri Chokhat Pe Barasti Nazar Aye Har Lamha Teri Taqdir Sawarti nazar Aye Bin Mange Tujhe Mile Tu Jo Chahe Dua Khud Tere Hathon Ko Tarasti Nazar Aye
12. Seekh saahil jo samajh le moujon ko kya khouf use tufaano se mar kar hi to jeena hai jeena hai yeh sikh liya parvaano se
13. Udaan-hausla Manzil unhi ko milti hai Jinke sapno me jaan hoti hai Pankh se kuchh nahi hota Hauslon se udaan hoti hai
14. Zindagi Degi Hassne Ke Mauke Hazaar Tumhein zindagi se na rakho kabhi koi shikayat tum yeh hasne ke degi mauke hazaron tumhein muqabla karo hasske pareshanion ka tum agar musibat aaye koi jo zindagi mein tumhein jo aisi soch rakhoge har baaar tum safalta milegi hi aakhirkar tumhein hansne ke mauke degi zindagi baar baar tumhein.
15. Raah raah mein kaante ek do nahi hote raah kaanton se bhari hoti hai manzil us raah ke akhiri chor par khadi hoti hai jahan har kadam par milti ek nayi chouti hai dekh use jinke hounsle dagmagaate hain ve manzil ko bhula kaanton mein ulajh jaate hain jinki nigaah manzil par hoti hai ve kaanton pe hi chalkar manzil ko paate hain