Jaan-e-man
by:
Danish Rahi
O Meri Jaan-e-man, kyu hai yeh bewafaai?
Tu to yeh kehthee thee, karthee ho tujhse pyaar.
Pihr kaise dhuriya, aur kaise faasile...
O Meri Jaan-e-man, kyu hai yeh bewafaai?
Chor ke na jaana jaan-e-jaan, tere bin jao kaha?
Kyu ki kar woh vaadei?
Kyu kai thi woh qasame?
Pihr ayenge woh hozar, pihr ayenge woh lamhe...
Kis baath ki hai yeh saza?
Kis baath ka hai yeh gham?
O Meri Jaan-e-man, kyu hai yeh bewafaai?
Chor ke na jaana jaan-e-jaan, tere bin jao kaha?
*Musical Interlude*