Garadag (Somali: Gar Adag) is a town in the El Afweyn district of the northern Sanaag region of Somaliland. the city is primarily inhibited by biciide subclan of reer iidle
Garadag is located northwest of Xudun and east by road from War Idaad.
Local control of the area is disputed between Somaliland, a self-declared independent republic that is internationally recognized as an autonomous region of Somalia, the autonomous Puntland region in northeastern Somalia, and HBM-SSC (Hoggaanka Badbaadada iyo Mideynta SSC), a local unionist group whose goal is the creation of its own regional administration (Sool, Sanaag and Cayn or SSC). BY abdirahem saeed duale >>> who wrote this description
Aankhon Se Bachaakar, Lo Rakho Chhupaakar
Pyaar Ko Kabhi Kisi Ki Najar Na Lage
Chaand Ko Churaakar, Maathe Pe Sajaakar
Haule Chalna Raat Ko Khabar Na Lage
Sitaare Dhund Laaye Hai, Andheron Pe Sajaaye Hai
Jaise Diwaali Ki Ho Raat Jindagi..
(Bade Se Shehar Mein Chhote Chhote Ghar Mein
Itani Yeh Khushiya Bolo Rakh De Kahaan
Pyaar Muskuraahat Sapano Ki Aahat, Jo Bhi Maanga Mil Gaya) 2
Aajkal Ik Nanhe Mehmaan Se Baatein Karu Khwaabon Mein
Dono Kahaaniya Banaate, Jhuti Sachchi Hai Bataate
Maine Kal Usase Kahaan Yaar Abb Aa Bhi Jaao Ghar Kabhi
Bheegne Se Na Tum Darna, Khushiyon Ki Hai Barsaatein
Sitaare Dhund Laaye Hai, Andheron Pe Sajaaye Hai
Jaise Diwaali Ki Ho Raat Jindagi..
Na Na Na Naare Na Na Na Na Na Naare......, Jo Bhi Maanga Mil Gaya
Bade Se Shehar Mein Chhote Chhote Ghar Mein
Itani Yeh Khushiya Bolo Rakh De Kahaan
Pyaar Muskuraahat Sapano Ki Aahat, Jo Bhi Maanga Mil Gaya
Aankhon Se Bachaakar, Lo Rakho Chhupaakar
Pyaar Ko Kabhi Kisi Ki Najar Na Lage
Chaand Ko Churaakar, Maathe Pe Sajaakar
Haule Chalna Raat Ko Khabar Na Lage
Sitaare Dhund Laaye Hai, Andheron Pe Sajaaye Hai
Jaise Diwaali Ki Ho Raat Jindagi..
(Bade Se Shehar Mein Chhote Chhote Ghar Mein
Itani Yeh Khushiya Bolo Rakh De Kahaan
Pyaar Muskuraahat Sapano Ki Aahat, Jo Bhi Maanga Mil Gaya) 2