Bharatiya Janata Party

Bharatiya Janata Party India ka ek political party hae jisme 25 crore log shamil hae. Yeh diya ka sabse bada political party hae. Atal Vajpayee iss party ke pehle president the. Abhi is party ke president Shri Jagat Prakah Nadda Hae. Inke party India ke kafi jagha par maujood hae. (Please refer to Wikipedia English for more details on Bharatiya Janata Party and Presidents of India also see India). 3 saal ka term ka length hota hae BJP ke president ke liye.

Bharatiya Janata Party
AbbreviationBJP
PresidentJagat Prakash Nadda
Parliamentary ChairpersonNarendra Modi
Lok Sabha leaderNarendra Modi
Rajya Sabha leaderPiyush Goyal
Founder
Founded6 April 1980 (44 years ago) (1980-04-06)
Preceded by
  • Bharatiya Jana Sangh (1951–1977)
Headquarters6-A, Deen Dayal Upadhyaya Marg,
New Delhi-110002
NewspaperKamal Sandesh
Youth wingBharatiya Janata Yuva Morcha
Women's wingBJP Mahila Morcha
Labour wingBharatiya Mazdoor Sangh
Peasant's wingBJP Kisan Morcha
Minority wingBJP Minority Morcha
Membership250 million (2023)
Ideology
Political positionRight-wing
International affiliation
  • International Democrat Union[1]
  • Asia Pacific Democrat Union[2]
Colours  Saffron
ECI StatusList of political parties in India aur National parties|
Alliance
  • National Democratic Alliance (India) (NDA)
  • North-East Democratic Alliance (NEDA)
Seats in Lok Sabha
303 / 545
(currently 543 members + 2 nominated)
Seats in Rajya Sabha
78 / 245
(currently 233 members + 12 nominated)[3]
Seats in Vidhan Sabha
1,331 / 4,071
Seats in Vidhan Parishad
91 / 426
Website
www.bjp.org

Bharat jaise Bhaarat India aur bharat jaise bharna hae. Iye bharat ka bhaarat se sambodith kiya jata hae. Janata yani loog urf people desh ke civilians.

BJP urf Bharatiya Janata Party har state mein chunau mein khade hote hae.

BJP ke kai morche hote hae jisme bache, gareebi, kisano, aurate aur kahi desh ke kaamo mein milke kaam karte rehte hae. Mahila aur Yuva morcha is party mein shamil hae aur ek student wing bhi hae.

Flag 1 - Lotus (Root)
Flag 2

Pradhan Ke Chunau

- Atal Bihari Vajpayee: San 1996 mein aur baad mein san 1998 se 2004 talak Shri Vajpayee India ke 10th aur 13th Prime Minster bane.

- Lal Krishna Advani: San 2002 se 2004 talak Shri Advani India ke 13th Deputy Prime Minister.

- M. Venkaiah Naidu: San 2017 se 2022 talak Shri Naidu India ke 13th Vice President bane.

Ram Nath Kovind: BJP se President
Bhairon Singh Shekhawat: BJP se Vice President
Droupadi Murmu: BJP se President
Jagdeep Dankhar: BJP se Vice President
Narendra D. Modi: BJP se Prime minister

Party ke pardhan(president)

Other
Naam Titular
Amit Shah Politician(MLA)
Murli Manohar Joshi Politician(MLA)
Kushabhau Thakre Member of Parliament(MLA)
Bangaru Laxman Politician
Jana Krishnamoorthi Politician(MLA)
Nitin Gadakari Minister of Road and Transport

Network

300 se 700 crores har saal ke donations aate hae aur inke assets 7000 crore jai. Desh bhar ke athletes, artists, politicians, lawyers, doctors, tycoons, civilians aur businesses bhi shamil hae. BJP ka kaam infrastructure jaise airports, roads aur highways mein bhi hae. BJP ke environmental aur political practices bhi hote hae. Sann 2015 mein BJP ne samaj seva shuru kiya tha. Inke schools ke infrastructure main bhi kaam hae. Social media ke bhi sambandh hae.

BJP mein muslim aur Hindu dharam ke log hote the aur July 7 2022 se muslim nikal di gaye the magar abhi talak shamil hae. 2022 mein Christians bhi shamil hue the.

Doosre political parties aur military aur police officer aur royalty ke bhi sambandh hae.

Parliament

Lok Sabha: 303 members (56%)

Honorable Mentions

Shyama Mukherjee, Jayaprakash Narayan, Bhupen Hazarika, Nanaji Deshmukh

Bahaari jorr

  1. Pillalamarri, Akhilesh. "India's Bharatiya Janata Party Joins Union of International Conservative Parties — The Diplomat". The Diplomat. Archived from the original on 28 February 2016.
  2. "International Democrat Union » Asia Pacific Democrat Union (APDU)". International Democrat Union. Archived from the original on 16 June 2017. Retrieved 12 June 2017.
  3. "STRENGTHWISE PARTY POSITION IN THE RAJYA SABHA". Rajya Sabha. Archived from the original on 6 June 2017. Retrieved 22 September 2019.